Is Ishq Ke Kaanton Mein Lyrics in Hindi. इस इश्क़ के काँटों में song from Andhon Ki Duniya 1947. This Song is filmed on these stars Keshavrao Date. Singer of Is Ishq Ke Kaanton Mein is Shailesh Mukherjee, Zohrabai Ambalewali. Lyrics written by the Lyricist Behzad Lucknavi Music is given by Vasant Desai
Song Details:
Song : Is Ishq Ke Kaanton Mein
Movie/Album :Andhon Ki Duniya 1947
Actor : Keshavrao Date
Singer : Shailesh Mukherjee, Zohrabai Ambalewali
Music : Vasant Desai
Lyricist :Behzad Lucknavi
Label : Saregama
Is Ishq Ke Kaanton Mein Lyrics in Hindi Andhon Ki Duniya 1947
Is Ishq Ke Kaanton Mein Lyrics in Hindi :
इस इश्क़ के काँटों में
इस इश्क़ के काँटों में है
फूलों का खज़ाना
फूलों का खज़ाना
दामन जो उलझ जाए तो
दामन न छुडाना
दामन न छुडाना
इस इश्क़ के काँटों में है
फूलों का खज़ाना
फूलों का खज़ाना
इस आँख में है ज़हर भी
जादू भी सुकून भी
अरमानों का खून भी
ुहूँ
इस शोख नज़र से कभी
नज़रें न मिलाना
नज़रें न मिलाना
इस इश्क़ के काँटों में है
फूलों का खज़ाना
फूलों का खज़ाना
हर सिम्त मचलती
नज़र आती हैं बहारें
पड़ती हैं फुहारें
ऐसे में चले आओ ो
ऐसे में चले आओ
के मौसम है सुहाना
मौसम है सुहाना
इस हुस्न ए जहां
सोज़ का
आलम है खरीदार
दुनिया हैं गिरफ्तार
नज़रों में दो ालाम हैं तो
क़दमों में ज़माना
क़दमों में ज़माना
बरसात की भीगी हुई
रातों की कसम है
क्यों तुमको आलम है
बादल की तरह तुम कोई ी ी ी
बादल की तरह तुम कोई
आंसू न बहाना
आंसू न बहाना
जिस ग़म को छुपाये ठ आ आ आ
जिस ग़म को छुपाये था मैं
दुनिया की नज़र से
हर दर्द ऐ बशर से
हर अश्क सुनाने लगा
उस ग़म का फ़साना
उस ग़म का फ़साना
अपनों ही से दुनिया में
पहुंचता है सदमा
ग़म होता हैं दूना
अपनों ही से दुनिया में
पहुंचता है सदमा
हो जाता हैं सदमा
ग़म होता हैं दूना
दुनिया में किसीको भी तुम
अपना न बनाना
अपना न बनाना
दुनिया में किसीको भी तुम
अपना न बनाना
अपना न बनाना
इस इश्क़ के काँटों में है
फूलों का खज़ाना
फूलों का खज़ाना.
Is Ishq Ke Kaanton Mein Lyrics in English :
Is ishq ke kaanton mein
Is ishq ke kaanton mein hai
Phoolon ka khazaana
Phoolon ka khazaana
Daaman jo ulajh jaaye to
Daaman na chhudaana
Daaman na chhudaana
Is ishq ke kaanton mein hai
Phoolon ka khazaana
Phoolon ka khazaana
Is aankh mein hai zehar bhi
Jaadoo bhi sukoon bhi
Armaanon ka khoon bhi
Uhoon
Is shokh nazar se kabhi
Nazrein na milaana
Nazrein na milaana
Is ishq ke kaanton mein hai
Phoolon ka khazaana
Phoolon ka khazaana
Har simt machalti
Nazar aati hain bahaarein
Padti hain phuhaarein
Aise mein chale aao o
Aise mein chale aao
Ke mausam hai suhaana
Mausam hai suhaana
Is husn e jahaan
Soz ka
Aalam hai khareedaar
Duniya hain giraftaar
Nazron mein do aalaam hain to
Kadmon mein zamaana
Kadmon mein zamaana
Barsaat ki bheegi huyi
Raaton ki kasam hai
Kyun tumko alam hai
Baadal ki tarah tum koyi ee ee ee
Baadal ki tarah tum koyi
Aansoo na bahaana
Aansoo na bahaana
Jis gham ko chhupaye thha aa aa aa
Jis gham ko chhupaye thha main
Duniya ki nazar se
Har dard e basher se
Har ashq sunaane lagaa
Us gham ka fasaana
Us gham ka fasaana
Apnon hi se duniya mein
Pahunchata hai sadma
Gham hota hain doona
Apnon hi se duniya mein
Pahunchata hai sadma
Ho jaata hain sadma
Gham hota hain doona
Duniya mein kisiko bhi tum
Apna na banaana
Apna na banaana
Duniya mein kisiko bhi tum
Apna na banaana
Apna na banaana
Is ishq ke kaanton mein hai
Phoolon ka khazaana
Phoolon ka khazaana.