From Movie Amaanat (1977)Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke Lyrics in Hindi. बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के song from Amaanat 1977. This Song is filmed on these stars Manoj Kumar, Sadhana, Balraj Sahni. Singer of Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke is Asha Bhosle. Lyrics written by the Lyricist Sahir Ludhianvi Music is given by Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Song Details:
Song : Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke
Movie/Album :Amaanat 1977
Actor : Manoj Kumar, Sadhana, Balraj Sahni
Singer : Asha Bhosle
Music : Ravi Shankar Sharma (Ravi)Lyricist :Sahir Ludhianvi
Label : Saregama
Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke Lyrics in Hindi Amaanat 1977
Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke Lyrics in Hindi :
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
फूलों की तमन्ना की थी
हार मिले कहारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बीती रूटों को कोई कैसे पुकारे
हम कल तलक थे सब के सब थे हमारे
बीती रूटों को कोई कैसे पुकारे
हम कल तलक थे सब के सब थे हमारे
आज मोहताज हैं सहारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
कल ज़िन्दगी थी अपनी सुख का तराना
मारने का ढूँढ़ते हैं आज हम बहाना
कल ज़िन्दगी थी अपनी सुख का तराना
मारने का ढूँढ़ते हैं आज हम बहाना
कैसे कैसे खेल हैं सितारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
फूलों की तमन्ना की थी
हार मिले कहारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लुट गए क़ाफ़िले बहारों के.
Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke Lyrics in English :
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Phoolon ki tamanna ki thhi
Haar mile khaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Beeti ruton ko koyi kaise pukaare
Hum kal talak thhe sab ke sab thhe hamaare
Beeti ruton ko koyi kaise pukaare
Hum kal talak thhe sab ke sab thhe hamaare
Aaj mohtaaj hain sahaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Kal zindagi thhi apni sukh ka taraana
Marne ka dhoondhte hain aaj hum bahaana
Kal zindagi thhi apni sukh ka taraana
Marne ka dhoondhte hain aaj hum bahaana
Kaise kaise khel hain sitaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Phoolon ki tamanna ki thhi
Haar mile khaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke.