Kismat Ne Hame Majboor Kiya Lyrics in Hindi. किस्मत ने हमें मजबूर किया song from Aankhen. This Song is filmed on these starsShekhar, Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Cuckoo, Bharat Bhushan, Yaqub, Anwari, Bhudo Advani. Singer of Kismat Ne Hame Majboor Kiya is Shamshad Begum.Lyrics written by the Lyricist Saraswati Kumar Deepak Music is given by Madan Mohan Kohli
Song Details:
Song : Kismat Ne Hame Majboor Kiya
Movie : Aankhen
Actor : Shekhar, Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Cuckoo, Bharat Bhushan, Yaqub, Anwari, Bhudo Advani
Singer : Shamshad Begum
Music : Madan Mohan Kohli
Lyricist : Saraswati Kumar Deepak
Label : Saregama
Kismat Ne Hame Majboor Kiya Lyrics in Hindi Aankhen
Kismat Ne Hame Majboor Kiya Lyrics in Hindi :
चुप रहना चहु रह न सकूँ
कुछ कहना चहु कह नास्कू
किस्मत ने मुझे मजबूर किया
मिलने की तमन्ना दिल में थी
उनसे न मिलाया दूर किया
किस्मत ने मुझे मजबूर किया
मिलने की तमन्ना दिल में थी
उनसे न मिलाया दूर किया
किस्मत ने मुझे मजबूर किया
हो तुम यहाँ और मैं भी यहाँ
हो तुम यहाँ और मैं भी यहाँ
वो प्यार भरा संसार कहा
दुनिया ने चराग ए उल्फत
को जलने न दिया
बेनूर किया
किस्मत ने मुझे मजबूर किया
मिलने की तमन्ना दिल में थी
उनसे न मिलाया दूर किया
किस्मत ने मुझे मजबूर किया
अब ाहे भरके चलना है
अब ाहे भरके चलना है
आन्ह्को के आंसू पीना है
ये दर्द ज़माने ने देखा
सपनो को चकना चूर किया
किस्मत ने मुझे मजबूर किया
मिलने की तमन्ना दिल में थी
उनसे न मिलाया दूर किया
किस्मत ने मुझे मजबूर किया.
Kismat Ne Hame Majboor Kiya Lyrics in English :
Chup rahna chahu rah na saku
Kuch kahna chahu kah naasku
Kismat ne mujhe majboor kiya
Milne ki tamnna dil me thi
Unse na milaya door kiya
Kismat ne mujhe majboor kiya
Milne ki tamnna dil mein thi
Unse na milaya door kiya
Kismat ne mujhe majboor kiya
Ho tum yaha aur main bhi yaha
Ho tum yaha aur main bhi yaha
Wo pyar bhara sansar kaha
Duniya ne charag e ulfat
Ko jalne na diya
Benoor kiya
Kismat ne mujhe majboor kiya
Milne ki tamnna dil mein thi
Unse na milaya door kiya
Kismat ne mujhe majboor kiya
Ab aahe bharke chalna hai
Ab aahe bharke chalna hai
Aanhko ke aasu pina hai
Ye dard jamane ne dekha
Sapno ko chakna chur kiya
Kismat ne mujhe majboor kiya
Milne ki tamnna dil mein thi
Unse na milaya door kiya
Kismat ne mujhe majboor kiya.