Main Aashiq Hu Baharo Ka Title Lyrics in Hindi. मैं आशिक़ हूँ बहरो का (टाइटल) song from Aashiq. This Song is filmed on these stars Raj Kapoor, Nanda, Padmini. Singer of Main Aashiq Hu Baharo Ka Title is Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Lyrics written by the Lyricist Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan) Music is given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Song Details:
Song : Main Aashiq Hu Baharo Ka Title
Movie/Album : Aashiq
Actor : Raj Kapoor, Nanda, Padmini
Singer :Mukesh Chand Mathur (Mukesh
Music : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist : Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan
Label : Saregama
Main Aashiq Hu Baharo Ka Title Lyrics in Hindi Aashiq
Main Aashiq Hu Baharo Ka Title Lyrics in Hindi :
मैं आशिक़ हूँ बहारों का
नज़ारों का फ़िज़ाओं का इशारों का
मैं आशिक़ हूँ बहारों का
नज़ारों का फ़िज़ाओं का इशारों का
मैं मस्ताना मुसाफिर हूँ
जवान धरती के अन्जाने किनारों का
मैं आशिक़ हूँ बहारों का
सदियों से जग में आता रहा मैं
नए रंग जीवन में लाता रहा मैं
हर एक देस में नित नए भेष में
मैं आशिक़ हूँ बहारों का
नज़ारों का फ़िज़ाओं का इशारों का
मैं मस्ताना मुसाफिर हूँ
जवान धरती के अन्जाने किनारों का
मैं आशिक़ हूँ बहारों का
कभी मैंने हँसके दीपक जलाये
कभी बनके बादल आंसू बहाए
मेरे रास्ता प्यार का रास्ता
मैं आशिक़ हूँ बहारों का
नज़ारों का फ़िज़ाओं का इशारों का
मैं मस्ताना मुसाफिर हूँ
जवान धरती के अन्जाने किनारों का
मैं आशिक़ हूँ बहारों का
चला गर सफर को कोई बेसहारा
तो मैं हो लिया संग लिए एकतारा
गाता हुआ कुछ भुलाता हुआ
मैं आशिक़ हूँ बहारों का
नज़ारों का फ़िज़ाओं का इशारों का
मैं मस्ताना मुसाफिर हूँ
जवान धरती के अन्जाने किनारों का
मैं आशिक़ हूँ बहारों का.
Main Aashiq Hu Baharo Ka Title Lyrics in English :
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Sadiyon se jag mein aata raha main
Naye rang jeewan me laata raha main
Har ek des me nit naye bhesh me
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Kabhi maine hanske deepak jalaaye
Kabhi banke baadal aansoo bahaaye
Mere rastaa pyaar ka raasta
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Chala gar safar ko koi besahaara
To main ho liya sang liye ektaara
Gaata hua kuchh bhulaata hua
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka.