मेरी साँसों में Meri Sanson Mein Lyrics in Hindi from Aur Pyaar Ho Gaya (1997)

Meri Sanson Mein Song Lyrics in Hindi. मेरी साँसों में song from Aur Pyaar Ho Gaya 1997. This Song is filmed on these stars Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher. Singer of the Song Meri Sanson Mein is Udit Narayan. Lyrics written by the Lyricist Javed Akhtar Music Produced by Nusrat Fateh Ali Khan

Song Details:

Song : Meri Sanson Mein
Movie : Aur Pyaar Ho Gaya 1997
Actor : Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher
Singer : Udit Narayan
Music : Nusrat Fateh Ali Khan
Lyricist : Javed Akhtar
Label : Saregama

Meri Sanson Mein Lyrics in Hindi Aur Pyaar Ho Gaya 1997

Meri Sanson Mein Lyrics in Hindi :

मेरी साँसों में
बसा है तेरा ही एक नाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम

मेरी साँसों में
बसा है तेरा ही एक नाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तू मेरे दिन में रातों में
ख़ामोशी में बातों में
बादल के हाथों में
भेजूं तुझको ये पयाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम

मेरी साँसों में
बसा है तेरा ही एक नाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम

आँखों में तस्वीर है जैसे
तू मेरी तक़दीर है जैसे
उस दिल से इस दिल तक आती
धड़कन की ज़ंजीर है जैसे
आँखों में तस्वीर है
जैसे तू मेरी तक़दीर है जैसे
उस दिल से इस दिल तक आती
धड़कन की ज़ंजीर है जैसे
ख़्वाबों ख़्वाबों
तू मिले न जाने क्या हैं सिलसिले
पल्खों पर ये प्यार के
न जाने कितने गुल खिले
तेरे ख्वाब सजाते रहना
अब है मेरा काम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम

मेरी साँसों में
बसा है तेरा ही एक नाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम

हो हो…

फूलों पर शबनम की नमी है
रंगों की महफ़िल सी जमी हैं
मौसम भी मंज़र भी मैं भी
कहते हैं बस तेरी कमी है
फूलों पर शबनम की नमी है
रंगों की महफ़िल सी जमी हैं
मौसम भी मंज़र भी मैं भी
कहते हैं बस तेरी कमी है
बागों में हम जो मिलें
तो गायें साड़ी कोयलें
महके सारा ये समा
हवाएं महकी सी चालें
तेरी खुशबू से भर
जाएँ कलियों के ये जाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम

मेरी साँसों में
बसा है तेरा ही एक नाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तेरी याद हमसफ़र सुबह ो शाम
तू मेरे दिन में रातों में
ख़ामोशी में बातों में
बादल के हाथों में
भेजूं तुझको ये पयाम.

Meri Sanson Mein Lyrics in English :

Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein
Bhejoon tujhko ye payaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Aankhon mein tasveer hai jaise
Tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati
Dhadkan ki zanjeer hai jaise
Aankhon mein tasveer hai
Jaise tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati
Dhadkan ki zanjeer hai jaise
Khwaabon khwaabon
Tu mile na jaane kya hain silsile
Palkhon par ye pyaar ke
Na jaane kitne gul khile
Tere khwaab sajaate rehna
Ab hai mera kaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Ho ho…

Phoolon par shabnam ki nami hai
Rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi
Kehte hain bas teri kami hai
Phoolon par shabnam ki nami hai
Rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi
Kehte hain bas teri kami hai
Baagon mein hum jo milein
To gaayein saari koyalein
Mehke saara ye samaa
Havayein mehki si chalein
Teri khushboo se bhar
Jaayein kaliyon ke ye jaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein
Basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein
Bhejoon tujhko ye payaam.

Other Songs from MOvie Aur Pyaar Ho Gaya 1997

Watch the Music video Bollywood Song

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Exit mobile version