सितारा आँखें Sitaara Aankhein Lyrics in Hindi from Aur Pyaar Ho Gaya (1997)
सितारा आँखें Sitaara Aankhein Lyrics in Hindi from Aur Pyaar Ho Gaya (1997)

सितारा आँखें Sitaara Aankhein Lyrics in Hindi from Aur Pyaar Ho Gaya (1997)

Sitaara Aankhein Song Lyrics in Hindi. सितारा आँखें song from Aur Pyaar Ho Gaya 1997. This Song is filmed on these stars Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher. Singer of the Song Sitaara Aankhein is Udit Narayan. Lyrics written by the Lyricist Javed Akhtar Music Produced by Nusrat Fateh Ali Khan

Song Details:

Song : Sitaara Aankhein
Movie : Aur Pyaar Ho Gaya 1997
Actor : Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher
Singer : Udit Narayan
Music : Nusrat Fateh Ali Khan
Lyricist : Javed Akhtar
Label : Saregama

Sitaara Aankhein Lyrics in Hindi Aur Pyaar Ho Gaya 1997

Sitaara Aankhein Lyrics in Hindi :

सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी शरारत कभी मोहब्बत
हर एक पल एक इशारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी शरारत कभी मोहब्बत
हर एक पल एक इशारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें

कभी ये आँखें हैं नीली झीलें
कभी ये आँखें हैं जाम जैसे
कभी ये आँखें हैं नीली झीलें
कभी ये आँखें हैं जाम जैसे
कभी है सुबहों सी उजली उजली
कभी नशीली की शाम जैसे
कभी नज़ारों के देखती हैं
कभी हैं खुद एक नज़ारा आँखें

सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी शरारत कभी मोहब्बत
हर एक पल एक इशारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें

कभी ये आँखें जो मेहरबान
हों तो मैं ज़रा सा ये काम कर लूँ
कभी ये आँखें जो मेहरबान
हों तो मैं ज़रा सा ये काम कर लूँ
सलाम करने की आरज़ू है इधर
जो देखे सलाम कर लूं
मैं आँखों आँखों में ये भी
कह दूँ न होंगी ऐसी दुबारा आँखें

सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी शरारत कभी मोहब्बत
हर एक पल एक इशारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें.

Sitaara Aankhein Lyrics in English :

Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitaara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat
Har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat
Har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitaara aankhein

Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein
Kabhi ye aankhein hain jaam jaise
Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein
Kabhi ye aankhein hain jaam jaise
Kabhi hai subahon si ujli ujli
Kabhi nasheeli ki shaam jaise
Kabhi nazaaron ke dekhti hain
Kabhi hain khud ek nazaara aankhein

Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat
Har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitaara aankhein

Kabhi ye aankhein jo meherbaan
Hon to main zara sa ye kaam kar loon
Kabhi ye aankhein jo meherbaan
Hon to main zara sa ye kaam kar loon
Salaam karne ki aarzoo hai idhar
Jo dekhe salaam kar loon
Main aankhon aankhon mein ye bhi
Keh doon na hongi aisi dubaara aankhein

Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat
Har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitaara aankhein.

Other Songs from MOvie Aur Pyaar Ho Gaya 1997

Leave a Reply