Tumhari Chand Si Surat Lyrics in Hindi. तुम्हारी चाँद सी सूरत song from Apna Khoon Apna Dushman. This Song is filmed on these starsDara Singh, Anjum, Mumtaz Begum. Singer of Tumhari Chand Si Surat is Asha Bhosle, Mohammed Rafi.Lyrics written by the Lyricist Farooq Qaiser Music is given by Lala Asar Sattar
Song Details:
Song : Tumhari Chand Si Surat
Movie : Apna Khoon Apna Dushman
Actor : Dara Singh, Anjum, Mumtaz Begum
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Music : Lala Asar Sattar
Lyricist : Farooq Qaiser
Label : Saregama
Tumhari Chand Si Surat Lyrics in Hindi Apna Khoon Apna Dushman
Tumhari Chand Si Surat Lyrics in Hindi :
तुम्हारी चाँद सी सूरत पे
हम को प्यार
हम को प्यार आया है
उठा कर देख ले नज़रें
तेरा दिलदार
दिलदार आया है
छुपा लूं अपनी आँखों में
बसा लूं अपनी धड़कन में
के मेरे घर में ये मेहमान
पहली बार
पहली बार आया है
तुम्हारी चाँद सी सूरत पे
कहाँ सीखा ये तडपाना
ज़रा हम को भी समझाना
करो वादा कि तुम इस का
छेड़ोगे न अफ़साना
हमीं से है मोहब्बत भी
हमीं से है ये कतराना
तुम्हारे प्यार पे मुश्किल से
ऐतबार
ऐतबार आया है
तुम्हारी चाँद सी सूरत पे
हम को प्यार
हम को प्यार आया है
के मेरे घर में ये मेहमान
तेरा रास्ते में मिल जाना
मेरा शर्मा के चल देना
मेरी बातों से घबरा के
तेरा ज़ुल्फ़ों को बल देना
तेरा एहसान है मुझ पे
मेरी क़िस्मत बदल देना
ज़माने भर को ठुकरा के
ये ताब-इ-दार
ताब-इ-दार आया है
के मेरे घर में ये मेहमान
पहली बार
पहली बार आया है
तुम्हारी चाँद सी सूरत पे
हम को प्यार
हम को प्यार आया है
तुम्हारी चाँद सी सूरत पे.
Tumhari Chand Si Surat Lyrics in English :
Tumhaari chaand si soorat pe
Hum ko pyaar
Hum ko pyaar aayaa hai
Uthhaa kar dekh le nazren
Tera dildaar
Dildaar aayaa hai
Chhupa loon apni aankhon mein
Basaa loon apni dhadkan mein
Ke mere ghar mein ye mehmaan
Pehli baar
Pehli baar aayaa hai
Tumhaari chaand si soorat pe
Kahaan seekhaa ye tadpaanaa
Zaraa hum ko bhi samjhaanaa
Karo waadaa ke tum is kaa
Chhedoge na afsaanaa
Hameen se hai mohabbat bhi
Hameen se hai ye katraanaa
Tumhaare pyaar pe mushkil se
Aitbaar
Aitbaar aayaa hai
Tumhaari chaand si soorat pe
Hum ko pyaar
Hum ko pyaar aayaa hai
Ke mere ghar mein ye mehmaan
Tera raste mein mil jaanaa
Mera sharmaa ke chal denaa
Meri baaton se ghabraa ke
Tera zulfon ko bal denaa
Tera ehsaan hai mujh pe
Meri qismat badal denaa
Zamaane bhar ko thhukraa ke
Ye taab-e-daar
Taab-e-daar aayaa hai
Ke mere ghar mein ye mehmaan
Pehli baar
Pehli baar aayaa hai
Tumhaari chaand si soorat pe
Hum ko pyaar
Hum ko pyaar aayaa hai
Tumhaari chaand si surat pe.