balihari jau mara satguru ne ,
kiya bharam sab dur.
kiya bharam sab dur mera,
kiya bharam sab dur .
balihari jau mara satguru ne ,
kiya bharam sab dur.
pyala paya prem ka,
ghol sanjivan mul.
chadi khumari prem ki re,
man ho gaya chakna chur.
balihari jau mara satguru ne ,
kiya bharam sab dur.
kumta ghati or sumta badhi,
ur aanand bhayo bharpur.
rag dwesh jagat ki meti,
ab man bhayo manjur.
balihari jau mara satguru ne ,
kiya bharam sab dur.
viman hoy prakash likhayo,
bana shashi bana sur.
manvo mast reve anhad me,
sun ke aanand tur.
balihari jau mara satguru ne ,
kiya bharam sab dur.
sabad sunya gurudevji ra,
mukh su pad gai dhud.
dharmidas ko aay milya,
satguru shyam hujur.
balihari jau mara satguru ne ,
kiya bharam sab dur.
balihari jau mara satguru ne ,
kiya bharam sab dur.
kiya bharam sab dur mera,
kiya bharam sab dur .
balihari jau mara satguru ne ,
kiya bharam sab dur.
chotu singh rawna ke bhajan