Apne Mann Ki Kori Chunariya Dwar Tumhare

Apne mann ki kori chunariya, dwar tumhare, laauuuuu

Apna chadha dau rang hey sai, itna hi mein, chahu

Tumne mujhko sadguru Sai
Bhakti yogya banaya
Mein murakh, na samja tumko
Vyarth hi samay gawahaya
Hai Sai, mein dwar tumhare
Dhukhde apne sunaau…
Apne mann ki kori chunariya, dwar tumhare, laauuuuu
Apne mann ki kori chunariya, dwar tumhare, laauuuuu

Sadd sangat na bhaayi mujhko
Mujhko maya bhaayi
Chanchal maya ne bhi meri
Raah prabho prabhu bhatkaayi
Hai Sai mein kab tak jag mein
Dar dar thokar khaau
Apne mann ki kori chunariya, dwar tumhare, laauuuuu
Apne mann ki kori chunariya, dwar tumhare, laauuuuu

Aann ke taaron mein hai Sai
Aargam tum ban jao
Sa se sa tak banke Sai
Kanth mein tum buss jaao
Mahima tumhaari ga ga karke
Tumko aaj sunauu

Leave a Reply