O Shirdi Ke Sai Baba

O Shirdi ke Saibaba, teri duhai baba
teri sharan, hum aa gaye …
O Sai hum tau… janam janam ka phal paa gaye…..(2)

Na koi ooncha, Na koi neecha, tere is darbar mein…. (2)
Jo bhi aaye sab kuch paye….t5ere nirmal pyaar mein,
O manmohak murat wale (2), tum sab se ho niraley,
Deen dayalu humein bhaa gaye
O Sai hum tau… janam janam ka phal paa gaye…..(2)

Na maange hum… hire moti, na chaandi na sona…(2)
Humein tumhari krupa chahiye , Aur hriday ka kona……
Hum ko Haath daya ka dena (2) ….Apni chaaya mein lena
leela tumhari hum paa gaye…
O Sai hum tau… janam janam ka phal paa gaye…..(2)

O Sai hum tau… janam janam ka phal paa gaye…..(2)

Leave a Reply