तेरा दर तो हकीकत में दुखियों का सहारा है

तेरा दर तो हकीकत में दुखियों का सहारा है
सच कहता हूँ माँ मेरी तेरे दर से गुजारा है ।।

बिगड़ी हुई तकदीरें बन जाती है एक पल में,
जिस वक़्त मुसीबत में भक्तों ने पुकारा है
तेरा दर तो हकीकत में दुखियों का सहारा है।।

तेरे दर को छोड़ मईया जाएं तो कहाँ जाएं,
सच कहता हूँ दर तेरा जन्नत का नज़ारा है ।
तेरा दर तो हकीकत में दुखियों का सहारा है।।

दौड़े चले आते हैं, दुःख दर्द के मारे यहाँ,
सुख चैन वही पाते हैं, जिन पे तेरा इशारा है ।
तेरा दर तो हकीकत में दुखियों का सहारा है।।

राजू को दुनियां में, सब पागल कहते हैं,
मेरा मुझमे तो कुछ भी नहीं,ये सब कुछ तो तुम्हारा है ।
तेरा दर तो हकीकत में दुखियों का सहारा है।।

Tera Dar To Hakikat Mein
Tera Dar To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain

Tera Dar To Hakikat Mein
Tera Dar To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain

Sach Kahta Hu Maa Meri
Sach Kahta Hu Maa Meri
Tere Dar Se Gujara Hai

Tera Dar To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain
Sahara Hain
Tera Dar To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain

Bigadi Hue Takdeere
Ban Jati Hai Ek Pal Mein
Ban Jati Hai Ek Pal Mein

Jis Waqt Musibat Mein
Jis Waqt Musibat Mein
Bhakto Ne Pukara Hai

Tera Dar To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain
Sahara Hain

Tere Dar Ko Chhod Maiyya
Jaye To Kaha Jaye
Tere Darr Ko Chhod Maiyya
Jaye To Kaha Jaye

Sach Kahata Hu Darr Tera
Sach Kahata Hu Darr Tera
Jannat Ka Nazara Hai

Jai Ho

Tera Dar To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain
Tera Darr To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain

Daude Chale Aate Hai
Dukh Dard Ke Maare Yaha
Lekin Sukh Chain Vahi Paate Hai
Sukh Chain Vahi Paate Hai
Jin Pe Tera Ishara Hai

Tera Darr To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain

Sharma Ko Duniya Mein
Sab Pagal Kahte Hai
Lekin Mera Mujhme To Kuchh Bhi Nahi
Mera Mujhme To Kuchh Bhi Nahi
Ye Sab Kuchh To Tumhara Hai

Tera Dar To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain

Tera Dar To Hakikat Mein
Dukhiyo Ka Sahara Hain

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Exit mobile version