Bala Bali Hey Sankat Harta Hanuman

Bala Bali Hey Sankat Harta
Mangalvaar Ke Mangal Karta

Bala Bali Hey Sankat Harta
Mangalvaar Ke Mangal Karta

Bankede Veer Hai Shiv Avtari
Raksha Karna Sada Hamari

Sakal Vishava Ka Palan Haara
Salasar Siddh Dhaam Tumhara

Kisari Sut Hey Anjani Lala
Andhkaar Mein Bharo Ujala

Dhaadi Moochh Sushobit Pratima
Moksha Dayani Jiski Mahima

Sarva Vipatti Talan Haare
Janam Maran Sab Haath Tumhare

Lok Presiddh Siddhiyo Wale
Vanar Roop Hey Ishta Nirale

Suddh Chitt Jo Tera Dhyan Lagate
Teeno Lok Ka Sada Sukh Paate

Rajasthan Ki Dharti Paawan
Dhaam Tumhara Jaha Man Bhawan

Atulit Bal Ke Hey Mahasagar
Koi Naa Jag Mein Tere Barabar

Niritya Mandir Tera
Man Mohak Tera

Rog Shok Ka Hare Andhera
Deep Ankhand Jo Har Pal Jalta

Vachan Siddha Mahatma Tum Ho
Patit Pawan Atma Tum Ho

Maya Mareechika Ko Harne Wale
Daya Ki Varsha Karne Wale

Vajra Kaya Barang Swami
Ghat Ghat Vasi Anter Yaami

Hum Tere Charno Ke Balihaari
Puri Karo Har Aash Hamari

Mahayudh Tum Veer Bajrangi
Kaya Rahe Sindoor Se Rangi

Bhoot Pisach Bhav Bhay Bhanjan
Hum Tera Man Se Karte Vandan

Aushadi Hai Tere Karuna Jal Mein
Kasht Nasht Ho Jaate Pal Mein

Gada dharn Tum Pawan Kumara
Sakal Jagat Hai Ye Tumhara

Balaroop Kapishwar
Bhakt Vatsal Naath
Tere Aaradhan Se Banti
Ghadi Mein Bigadi Baat

Daya Ki Morati Deenhi Trikari
Abhay Ka Daan Do Hume Balkari

Laaj Hamari Shraddha Ki Rakhna
Amrat Tumhara Kendra Se Chakhna

Ghyan Ke Suraj Dharma Ke Chanda
Tod Do Yam Ke Bhay Ka Fanda

Hath Pe Parvat Dharne Wale
Karna Sada Raksha Hamari

Salasar Ke Bala Kapishwar
Karuna Deep Maha Karuneshwar

Nitya Aauloki Bal Ke Khivaiya
Bhav Nadiya Se Paaro Naiya

Tum Purushartha Ke Maha Nayak
Danav Bhakshi Dharma Sahayak

Avichal Bhakti Bhaav Se Data
Tujh Charno Se Joda Nata

Shakti Heen Ko Shakti De Do
Balaji Nij Bhakti De Do

Hume Mein Nidar Aur Sahash Banana
Bhajan Tumhara Man Se Karna

Siddh Manorath Sabke Keenhe
Kanha Bhai Ko Darshan Deene

Dhaam Tere Jab Mele Lagte
Aashao Ke Deepak Jalte

Balaji Suno Vinay Hamari
Rahenge Janmo Tak Aabhari

Pag Pankaj Se Lagaye Rakhna
Chhaya Tale Chhupaye Rakhna

Niradhan Ko Dhanwan Bana
Satya Dharma Ki Raah Dikhana

Maha Kapishwar Nirbal Kaari
Sankat Mein Jo Tumhe Bulate

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Exit mobile version