ze-haal-e-miskin makun taghaful durae nainan banae batiyan AMEER KHUSRAU  
ze-haal-e-miskin makun taghaful durae nainan banae batiyan AMEER KHUSRAU  

ze-haal-e-miskin makun taghaful durae nainan banae batiyan AMEER KHUSRAU  

ze-haal-e-miskin makun taghaful durae nainan banae batiyan
AMEER KHUSRAU
 

ze-hāl-e-miskīñ makun taġhāful durā.e naināñ banā.e batiyāñ

ki tāb-e-hijrāñ nadāram ai jaañ na lehū kaahe lagā.e chhatiyāñ

shabān-e-hijrāñ darāz chuuñ zulf o roz-e-vaslat chuuñ umr-e-kotāh

sakhī piyā ko jo maiñ na dekhūñ to kaise kāTūñ añdherī ratiyāñ

yakāyak az dil do chashm jaadū ba-sad-farebam ba-burd taskīñ

kise paḌī hai jo jā sunāve piyāre pī ko hamārī batiyāñ

chuuñ sham-e-sozāñ chuuñ zarra hairāñ z mehr-e-āñ-mah bagashtam āḳhir

na niiñd naināñ na añg chaināñ na aap aave na bheje patiyāñ

ba-haqq-e-roz-e-visāl-e-dilbar ki daad maarā ġharīb ‘ḳhusrav’

sapīt man ke varā.e rākhūñ jo jā ke pā.ūñ piyā kī khatiyāñ

Leave a Reply