Nahin Hona Tha Lyrics – Alka Yagnik, Hema Sardesai, Udit Narayan

Nahin Hona Tha Lyrics – Alka Yagnik, Hema Sardesai, Udit Narayan

Nahin Hona Tha” Song Details:

Movie: Pardes (1997)
Singer(s): Alka Yagnik, Hema Sardesai, Udit Narayan
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s): Qawwali, Sad
Director(s): Subhash Ghai
Music Label: © Tips
Starring: Shah Rukh Khan, Apoorva Agnihotri, Mahima Chaudhry, Amrish Puri, Alok Nath, Himani Shivpuri, Padmavati Rao, Smita Jaykar, Aditya Narayan
Release on: 8th August, 1997

Nahin Hona Tha Lyrics – Alka Yagnik, Hema Sardesai, Udit Narayan

O Rabba..O Rabba..
Ye Mohabbat Bhi Ek Ibaadat Hai
Aur Ye Ibaadat Bhi Ek Mohabbat Hai

Ye Bhi Deewangi Hai
Wo Bhi Deewangi Hai
Ye Bhi Dil Ki Lagi Hai
Wo Bhi Dil Ki Lagi Hai
Mujhko Kya Ho Gaya Hai
Sabko Hairangi Hai
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar

Nahin Hona Tha
Arre Nahin Hona Tha
Arre Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha, Nahin Hona Tha
Arre Nahin Hona Tha
Arre Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Nahin Hona Tha
Arre Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar

Is Pyaar Ke Ye Kis Mod Par
Wo Chal Diye Mujhko Chhod Kar
Aage Ja Na Sakoon
Pichhe Ja Na Sakoon
Gham Dikha Na Sakoon
Gham Chhupa Na Sakoon
Gham Dikha Na Sakoon
Gham Chhupa Na Sakoon
Saamne Mere Aag Pe
Dariya Doobke Jaana Paar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar

Zamana Dilon Ko Nahin Jaanta Hai
Zamane Ko Ye Dil Nahin Maanta Hai
Nahin Aur Koi Faqat Ishq Hai Wo
Jo Aashiq Ki Nazron Ko Pehchanta Hai
Jo Aashiq Ki Nazron Ko Pehchanta Hai
Ab Waqt Faisle Ka Nazdeek Aa Gaya Hai
Kya Faisla Karoon Main
Dil Ne To Ye Kaha Hai
Dil Dil Dil Ne To Ye Kaha Hai
Dil Dil Dil Dil Ne To Ye Kaha Hai
Jeene Ka Hai Shauk To
Marne Ko Ho Ja Taiyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar

Vaapas Kar Aayi Baabul Ko
Main Shaadi Ka Joda
Maine Pyaar Ko Pahan Liya Hai
Pyaar Ko Sar Pe Odha
Phenk Di Maine Gali Mein
Jhoothi Rasmon Ki Angoothi
Tod Diye Sab Laaj Ke Pehre
Main Har Kaid Se Chhooti
Pag Pag Thokar Khaaon
Chalti Jaoon Akhiyaan Meeche
Aage Mere Saajan Ka Ghar
Duniya Reh Gayi Peechhe

Aayi Ki Dua Maangoo Main,
Bichhda Yaar Mujhe Mil Jaaye
Mere Teeron Murshid
Mera Pyaar Mujhe Mil Jaaye
Apna Lal Dupatta Maine
Dil Ke Khoon Se Ranga
Apna Lal Dupatta Maine
Dil Ke Khoon Se Ranga
Ye Sangam Ho Jaaye
Saagar Se Mil Jaaye Ganga
Saagar Se Mil Jaaye Ganga
Saagar Se Mil Jaaye Ganga
Saagar Se Mil Jaaye Ganga

 

Nahin Hona Tha Nahin Hona
Nahin Hona Tha Nahin Hona
Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Nahin Hona Tha Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha
Nahin Hona Tha Lekin Ho Gaya
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar
Ho Gaya Hai Mujhe Pyaar

 

Meri Mehbooba Meri Mehbooba
Meri Mehbooba Meri Mehbooba
Meri Mehbooba Pyaar.

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Exit mobile version