Sochna Kya Lyrics – A Band Of Boys

Sochna Kya Lyrics – A Band Of Boys
 

Sochna Kya Song Credits:
Hindi:White Hill Beats
Singers:A Band Of Boys
Music Directors:Meghdeep Bose
Lyricists:Pinky Poonawala
Genres:Playful
Label:White Hill Beats

Sochna Kya Lyrics

Tere mere beech jo hai wo hai kya
Tu anjani khalish bhi tu hi hai qaraar
Tere mere beech jo hai wo hai kya
Tu anjani khalish bhi tu hi hai qaraar

Ye teri zulfon ki kaali ghata
Inhe chhu lun main banke hawa
Aa beh jaye barse tu aja
Sochna kya?

Teri neendein uda dun
Tere khwaab saja dun
Aa tujhko main bata dun
Mere pyaar ki bekhudi

Saanson ki garmi
Ye tapish ye narmi
Aa jaan le ab tu
Mere pyaar ki bekhudi

Ye ishq ka nasha hai
Bewajah bepanah hai
Aa mehsoos kar ise tu
Kyun sharam kyun haya hai

Aatish hai ye dhuan hai
Qayamat zalzala hai
Toofaan samajh ise tu
Bikharne mein hi to maza hi maza hai

Jism ka har ek ruan
Mangta hai jo wafa
Main tujhe de du woh
Pyaasi ab dhadkan teri meri kyun ho

Tere hothon ki sulgi shama
Aa meri baahon mein aake bujha
Jalna hai to jal jayen
Sochna kya

Teri neendein uda dun
Tere khwaab saja dun
Aa tujhko main bata dun
Mere pyaar ki bekhudi

Saanson ki garmi
Ye tapish ye narmi
Aa jaan le ab tu
Mere pyaar ki bekhudi

Teri neendein uda dun
Tere khwaab saja dun
Aa tujhko main bata dun
Mere pyaar ki bekhudi

Saanson ki garmi
Ye tapish ye narmi
Aa jaan le ab tu
Mere pyaar ki bekhudi

 

 

Leave a Comment