Sapne Mein Jagdamba Ne Apna Dwar Dikhaya Hai Lyrics | Jubin Nautiyal

Sapne Mein Jagdamba Ne Apna Dwar Dikhaya Hai Lyrics | Jubin Nautiyal

Maa Ka Bulawa Aaya Hai Song Credits

Song
Maa Ka Bulawa Aaya Hai
Singers
Jubin Nautiyal
Musicians
Payal Dev
Lyricists
Manoj Muntashir

 

Maa Ka Bulawa Aaya Hai Song Lyrics

Oonche oonche parbat gaaye
Humko apne paas bulaye
Kismat wale hote hain woh
Maa jinko aawaz lagaye

Sapne mein jagdamba ne
Apna dwar dikhaya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Sapne mein jagdamba ne
Apna dwar dikhaya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Meri aankhon mein jo dekhi
Toone peer thodi si bhi
Hanste hanste maayi tere
Naina bhare hain

Meri aankhon mein jo dekhi
Toone peer thodi si bhi
Hanste hanste maayi tere
Naina bhare hain

Tere jaisa kaunj jag mein
Jab chhuye hain kaante pag mein

Mujhse pehle maayi
Tere aansu gire hain
Haan beta maa ko bhool bhi jaaye
Maa ne kahan bhulaya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Sapne mein jagdamba ne
Apna dwar dikhaya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Paudi paudi chadhte jao
Kehte jao jai mata di
Paas bohat hai maa ka mandir
Sab dohrao jai mata di

Rukne paaye na jaikara
Saare gao jai mata di
Saare gao jai mata di

Paanv ke chhale bol rahe hain
Maa ke siwa sab maya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Sapne mein jagdamba ne
Apna dwar dikhaya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Sapne mein jagdamba ne
Apna dwar dikhaya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

Sapne mein jagdamba ne
Apna dwar dikhaya hai
Aaj to rukna mushkil hai
Maa ka bulawa hai

 

 

 

Sapne Mein Jagdamba Ne Apna Dwar Dikhaya Hai Lyrics | Jubin Nautiyal

Leave a Comment