Baraat
Chalo Ab Kehna Maan Jaao Lyrics in Hindi. चलो अब कहना मान जाओ song from Baraat. This Movie Stars Ajit, Shakila. Singer of Chalo Ab Kehna Maan Jaao is Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi. Lyrics are written by Majrooh Sultanpuri Music is given by Chitragupta Shrivastava
Contents
Song Details :
Song : Chalo Ab Kehna Maan Jaao
Movie (Album) : Baraat
Star Cast Team : Ajit, Shakila
Singer(s) : Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Song Music Director : Chitragupta Shrivastava
Lyrics Written by : Majrooh Sultanpuri
Label : Saregama
Chalo Ab Kehna Maan Jaao Lyrics in Hindi Baraat
Chalo Ab Kehna Maan Jaao Lyrics in Hindi :
अजी अब कहना मान जाओ
तुम ही बड़े मैं छोटी
अजी अब कहना मान जाओ
तुम ही बड़े मैं छोटी
छोडो मेरा रास्ता
कोई नहीं जिस का
उस की गुज़ार भी होती गोरिये
अजी अब कहना मान जाओ
तुम ही बड़े मैं छोटी
मैं हूँ गरीब अन्जाना रे
राही अकेला प्यार का
दे दे कोई नजराना रे
लग रहा मेला प्यार का
दे दे कोई नजराना रे
लग रहा मेला प्यार का
लाया था दीवाना
दिल नज़राना
तुम चाहो हीरा मोती गोरिये
चलो अब कहना मान जाओ
तुम ही बड़े मैं छोटी
चलो अब कहना मान जाओ
तुम ही बड़े मैं छोटी
मिल गयी थी एक बावारिया
गुज़री हुयी बरसात में
सोच रहा क्या सांवरिया
दाब के ऊँगली दांत में
सोच रहा क्या सांवरिया
दाब के ऊँगली दांत में
काहे लगी प्यारी
मुझ को तुम्हारी
अँखियाँ मोटी मोटी गोरिये
चलो अब कहना मान जाओ
तुम ही बड़े मैं छोटी
छोडो मेरा रास्ता
कोई नहीं जिस का
उस की गुज़ार भी होती गोरिये
चलो अब कहना मान जाओ
तुम ही बड़े मैं छोटी
चलो अब कहना मान जाओ
तुम ही बड़े मैं छोटी.
Chalo Ab Kehna Maan Jaao Lyrics in English :
Aji ab kehna maan jaao
Tum hi bade main chhoti
Aji ab kehna maan jaao
Tum hi bade main chhoti
Chhodo meraa rastaa
Koyi nahin jiss kaa
Uss ki guzar bhi hoti goriye
Aji ab kehna maan jaao
Tum hi bade main chhoti
Main hoon gareeb anjaana re
Raahi akela pyaar ka
De de koyi nazraana re
Lag rahaa melaa pyaar ka
De de koyi nazraana re
Lag rahaa melaa pyaar ka
Laaya thha deewaana
Dil nazraana
Tum chaaho heera moti goriye
Chalo ab kehna maan jaao
Tum hi bade main chhoti
Chalo ab kehna maan jaao
Tum hi bade main chhoti
Mil gayee thhi ek baawaariya
Guzri huyi barsaat mein
Soch rahaa kyaa saanwariyaa
Daab ke ungli daant mein
Soch rahaa kyaa saanwariyaa
Daab ke ungli daant mein
Kaahe lagee pyaari
Mujh ko tumhaari
Ankhiyaan moti moti goriye
Chalo ab kehna maan jaao
Tum hi bade main chhoti
Chhodo meraa rastaa
Koyi nahin jiss kaa
Uss ki guzar bhi hoti goriye
Chalo ab kehna maan jaao
Tum hi bade main chhoti
Chalo ab kehna maan jaao
Tum hi bade main chhoti.