Laila Majnu
Mere Sarkaar Tere Ishq Ki Lyrics in Hindi. मेरे सर्कार तेरे इश्क़ की song from Laila Majnu. This Movie Stars Shammi Kapoor, Nutan. Singer of Mere Sarkaar Tere Ishq Ki is Asha Bhosle. Lyrics of this Movie Song is written by Shakeel Badayuni Music is given by Ghulam Mohammad
Contents
Song Details :
Song : Mere Sarkaar Tere Ishq Ki
Movie (Album) : Laila Majnu
Star Cast Team : Shammi Kapoor, Nutan
Singer(s) : Asha Bhosle
Song Music Director : Ghulam Mohammad
Lyrics Written by : Shakeel Badayuni
Label : Ultra
Mere Sarkaar Tere Ishq Ki Lyrics in Hindi Laila Majnu
Mere Sarkaar Tere Ishq Ki Lyrics in Hindi :
मेरे सर्कार तेरे इश्क़ की दुनिया को सलाम
मेरे सर्कार तेरे इश्क़ की दुनिया को सलाम
चल दिए हम तेरे मजबूर तमन्ना को सलाम
मेरे सर्कार तेरे इश्क़ की दुनिया को सलाम
मेरे गमख्वार हो अल्लाह निगेहबान तेरा हाँ
मेरे गमख्वार हो अल्लाह निगेहबान तेरा
उम्र भर दिल से जुदा होगा न अरमाँ तेरा है
अरमान तेरा
मेरे मालिक मेरे ाका मेरे शैदा को सलाम
चल दिए हम तेरे मजबूर तमन्ना को सलाम
मेरे सर्कार तेरे इश्क़ की दुनिया को सलाम
सीने में दर्द का तूफ़ान लिए जाते हैं हाय
सीने में दर्द का तूफ़ान लिए जाते हैं
दिल के बहलाने का सामान लिए जाते हैं
सामान लिए जाते है
एक बीमारी मुहब्बत का मसीहा को सलाम
चल दिए हम तेरे मजबूर तमन्ना को सलाम
मेरे सर्कार तेरे इश्क़ की दुनिया को सलाम.
Mere Sarkaar Tere Ishq Ki Lyrics in English :
Mere sarkaar tere ishq ki duniya ko salaam
Mere sarkaar tere ishq ki duniya ko salaam
Chal diye ham tere majboor tamanna ko salaam
Mere sarkaar tere ishq ki duniya ko salaam
Mere gamkhwaar ho allah nigehbaan tera haan
Mere gamkhwaar ho allah nigehbaan tera
Umra bhar dil se juda hoga na armaan tera haay
Armaan tera
Mere maalik mere aakaa mere shaidaa ko salaam
Chal diye ham tere majboor tamanna ko salaam
Mere sarkaar tere ishq ki duniya ko salaam
Seene mein dard ka toofaan liye jaate hain haay
Seene mein dard ka toofaan liye jaate hain
Dil ke behlaane ka saamaan liye jaate hain
Saamaan liye jaate hai
Ek beemaari muhabbat ka maseehaa ko salaam
Chal diye ham tere majboor tamanna ko salaam
Mere sarkaar tere ishq ki duniya ko salaam.