एक नज़र वह याद है Ek Nazar Woh Yaad Hai song Lyrics in Hindi

Nao
Ek Nazar Woh Yaad Hai Lyrics in Hindi. एक नज़र वह याद है song from Nao. This Movie Stars Jairaj, Nigar Sultana, Misra, Dulari, Badri Prasad, Krishan Kumari, Amir Bano. Singer of Ek Nazar Woh Yaad Hai is Surinder Kaur. Lyrics Of this Movie is written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) Music is given by Gyan Dutt

Song Details :

Song : Ek Nazar Woh Yaad Hai
Movie (Album) : Nao
Star Cast Team : Jairaj, Nigar Sultana, Misra, Dulari, Badri Prasad, Krishan Kumari, Amir Bano
Singer(s) : Surinder Kaur
Song Music Director : Gyan Dutt
Lyrics Written by : Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Label : Saregama

Ek Nazar Woh Yaad Hai Lyrics in Hindi Nao

Ek Nazar Woh Yaad Hai Lyrics in Hindi :

एक नज़र वह याद है उनकी
जिसने दिल पर वार किया ा
एक नज़र वह याद है उनकी
जिसने दिल पर वार किया ा
एक नज़र अब देख के रोऊँ
हाय रे दिल क्यों प्यार किया
एक नज़र वह याद है

एक नज़र ने एक नयी
दुनिया ही बसा दी मेरे लिए
एक नज़र ने एक नयी
दुनिया ही बसा दी मेरे लिए
एक नज़र ने सारी दुनिया
से हमको बेजार किया
एक नज़र वह याद है

Lyrics-in-hindi.com  ऐ मेरी ज़िन्दगी Ae Meri Zindagi song Lyrics in Hindi

एक नज़र में सौ सौ अरमाँ
देखे थे उन आँखों में
एक नज़र में सौ सौ अरमाँ
देखे थे उन आँखों में
उन आँखों की एक नज़र ने
जीना भी दुश्वार किया
एक नज़र वह याद है उनकी
जिसने दिल पर वार किया
एक नज़र वह याद है.

Ek Nazar Woh Yaad Hai Lyrics in English :

Ek nazar woh yaad hai unki
Jisne dil par waar kiyaa aa
Ek nazar woh yaad hai unki
Jisne dil par waar kiyaa aa
Ek nazar ab dekh ke roun
Haay re dil kyun pyaar kiyaa
Ek nazar woh yaad hai

Ek nazar ne ek nayi
Duniyaa hi basaa di mere liye
Ek nazar ne ek nayi
Duniyaa hi basaa di mere liye
Ek nazar ne saari duniyaa
Se humko bejaar kiyaa
Ek nazar woh yaad hai

Ek nazar mein sau sau armaan
Dekhe thhe un aankhon mein
Ek nazar mein sau sau armaan
Dekhe thhe un aankhon mein
Un aankhon ki ek nazar ne
Jeenaa bhi dushwaar kiyaa
Ek nazar woh yaad hai unki
Jisne dil par waar kiyaaa
Ek nazar woh yaad hai.

All Songs From the Movie Nao

Music Video of this Song

Leave a Comment