Naya Raasta (1970)
Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai Lyrics in Hindi. ज़ुल्फ़ों के महकते साये है song from Naya Raasta 1970. This Movie Stars Jeetendra, Asha Parekh, Farida Jalal. Singer of Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai is Asha Bhosle. Lyrics Of this Movie is written by Sahir Ludhianvi Music is given by Datta Naik
Contents
Song Details :
Song : Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai
Movie (Album) : Naya Raasta 1970
Star Cast Team : Jeetendra, Asha Parekh, Farida Jalal
Singer(s) : Asha Bhosle
Song Music Director : Datta Naik
Lyrics Written by : Sahir Ludhianvi
Label : Saregama
Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai Lyrics in Hindi Naya Raasta 1970
Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai Lyrics in Hindi :
ज़ुल्फ़ों के महकते साये है
बाहो का लचकता घेरा है
इस वक़्त किसी की फिकर न कर
इस वक़्त ज़माना तेरा है
ज़ुल्फ़ों के महकते साये है
बाहो का लचकता घेरा है
सागर की खनक छा गयी थी झनक
सागर की खनक छा गयी थी झनक
उस पल ये जवानी की रेट
उस पल ये जवानी की रेट
उस पल ये जवानी की रेट
पहलू में धड़कती जन्नत है
क़दमों में ख़ुशी का डेरा है
पहलू में धड़कती जन्नत है
क़दमों में ख़ुशी का डेरा है
ज़ुल्फ़ों के महकते साये है
बाहो का लचकता घेरा है
आँखों से मिला ले आँखों को
आँखों से मिला ले आँखों को
होठों पे ज़ुका दे होठो को
होठों पे ज़ुका दे होठो को
कल चाहे किसी का हो जाना
इस रात मगर तू मेरा है
कल चाहे किसी का हो जाना
इस रात मगर तू मेरा है
ज़ुल्फ़ों के महकते साये है
बाहो का लचकता घेरा है
इस वक़्त किसी की फिकर न कर
इस वक़्त ज़माना तेरा है
बाहो का लचकता घेरा है.
Zulfon Ke Mahkte Saaye Hai Lyrics in English :
Zulfon ke mahkte saaye hai
Baaho ka lachkta ghera hai
Is waqt kisi ki phikar na kar
Is waqt zamana tera hai
Zulfon ke mahkte saaye hai
Baaho ka lachkta ghera hai
Sagar ki khanak chha gayi thi jhanak
Sagar ki khanak chha gayi thi jhanak
Us pal ye jawani ki rate
Us pal ye jawani ki rate
Us pal ye jawani ki rate
Pehalu mein dhadkti jannat hai
Kadmon mein khushi ka dera hai
Pehalu mein dhadkti jannat hai
Kadmon mein khushi ka dera hai
Zulfon ke mahkte saaye hai
Baaho ka lachkta ghera hai
Aankho se mila le aankho ko
Aankho se mila le aankho ko
Hotho pe zuka de hotho ko
Hotho pe zuka de hotho ko
Kal chahe kisi ka ho jana
Is raat magar tu mera hai
Kal chahe kisi ka ho jana
Is raat magar tu mera hai
Zulfon ke mahkte saaye hai
Baaho ka lachkta ghera hai
Is waqt kisi ki phikar na kar
Is waqt zamana tera hai
Baaho ka lachkta ghera hai.