Raat Ki Rani
Tan Phoonkta Hai Lyrics in Hindi. तन फूंकता है song from Raat Ki Rani. This Movie Stars Munawar Sultana, Shyam, Sulochana Chatterjee. Singer of Tan Phoonkta Hai is Mohammed Rafi. Lyrics of this Movie Song is written by A. Shah Music is given by Hansraj Behl
Contents
Song Details :
Song : Tan Phoonkta Hai
Movie (Album) : Raat Ki Rani
Star Cast Team : Munawar Sultana, Shyam, Sulochana Chatterjee
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Hansraj Behl
Lyrics Written by : A. Shah
Label : Columbia Records
Tan Phoonkta Hai Lyrics in Hindi Raat Ki Rani
Tan Phoonkta Hai Lyrics in Hindi :
तन फूंकता है दिल जलता है
जब पाओं जमी पे धरता हूँ
एक साख का रिश्ता बाकि है
न जीता हूँ ना मरता हूँ
तन फूंकता है
जब दिल की दुनिया बसती थी
तब ख़ुशी भी जी को होती थी
जब दिल की दुनिया बसती थी
तब ख़ुशी भी जी को होती थी
वो बस्ती बस कर उजड़ गयी
अब ख़ुशी के नाम से डरता हूँ
तन फूंकता है
जब नाज़ था मुझको किस्मत पर
हस हस के दुनिया मिलती थी
जब नाज़ था मुझको किस्मत पर
हस हस के दुनिया मिलती थी
अब सोच किनारा करते है
जब पास से उनके गुजरता हूँ
तन फूंकता है
उम्मीद गयी अरमान लुटे
दिल खाक हुआ फिर भी अब तक
उम्मीद गयी अरमान लुटे
दिल खाक हुआ फिर भी अब तक
क्यों आँसू उमड़े आते है
क्यों ठंडी आहें
क्यों ठंडी आहें भरता हूँ
तन फूंकता है.
Tan Phoonkta Hai Lyrics in English :
Tan phoonkta hai dil jalta hai
Jab paon jami pe dharta hoon
Ek sakh ka rishta baki hai
Na jeeta hoon na marta hoon
Tan phoonkta hai
Jab dil ki duniya basti thi
Tab khushi bhi ji ko hoti thi
Jab dil ki duniya basti thi
Tab khushi bhi ji ko hoti thi
Wo basti bas kar ujad gayi
Ab khushi ke naam se darta hoon
Tan phoonkta hai
Jab naaz tha mujhko kismat par
Has has ke duniya milti thi
Jab naaz tha mujhko kismat par
Has has ke duniya milti thi
Ab soch kinara karte hai
Jab paas se unke gujarta hoon
Tan phoonkta hai
Ummid gayi arman lute
Dil khak hua phir bhi ab tak
Ummid gayi arman lute
Dil khak hua phir bhi ab tak
Kyu aansoo umade aate hai
Kyu thandi aahe
Kyu thandi aahe bharta hoon
Tan phoonkta hai.