Ram Darshan
Hey Priye Tumhaare Lyrics in Hindi. हे प्रिये तुम्हारे song from Ram Darshan. This Movie Stars Bharat Bhushan, Dhalia, Sashi Kapoor, Sheela Naik, Mridula Rani. Singer of Hey Priye Tumhaare is Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Lyrics of this Movie Song is written by Ramesh Gupta Music is given by Shankar Rao Vyas
Contents
Song Details :
Song : Hey Priye Tumhaare
Movie (Album) : Ram Darshan
Star Cast Team : Bharat Bhushan, Dhalia, Sashi Kapoor, Sheela Naik, Mridula Rani
Singer(s) : Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Music Director : Shankar Rao Vyas
Lyrics Written by : Ramesh Gupta
Label : Saregama
Hey Priye Tumhaare Lyrics in Hindi Ram Darshan
Hey Priye Tumhaare Lyrics in Hindi :
हे प्रिये तुम्हारे स्वागत को. . .
हैं प्राण मेरे तैयार
मैंने देखा है आज चाँद
धरती पर पहली बार
तारों के झुरमुट ढूंढ रहे
चन्दा को गगन अटारी में
मेरे आँगन में चाँद उगा
अँधियारा है श्रिष्टि सार में
फिर जहाँ जहाँ जहाँ जहाँ झनक उट्ठे
मेरी मैं वीणा के तार
मैंने देखा है आज चाँद
धरती पर पहली बार
घबराओ नहीं मुस्काओ ज़रा
अब हम से नज़र चुराओ नहीं
है युग युग की पहचान
नहीं है अन्जान ाजी शर्माओ नहीं
नैनों को नैं बता देंगे
ये जीत हुयी या हार
मैंने देखा है आज चाँद
धरती पर पहली बार
मैं भ्रमर नहीं रस का लोभी
मैं पतंग हूँ जल जाऊँगा
मैं पागल प्रेमी हूँ तेरा
कल्पना का स्वर्ग बनाऊंगा
फिर हम दोनों को इर्षा से
देखेगा सब संसार
मैंने देखा है आज चाँद
धरती पर पहली बार
हे प्रिये तुम्हारे स्वागत को. . .
हैं प्राण मेरे तैयार
मैंने देखा है आज चाँद
धरती पर पहली बार.
Hey Priye Tumhaare Lyrics in English :
Hey priye tumhaare swaagat ko. . .
Hain pran mere taiyyaar
Maine dekha hai aaj chaand
Dharti par pehli baar
Taaron ke jhurmut dhoondh rahe
Chandaa ko gagan ataari mein
Mere aangan mein chaand ugaa
Andhiyaara hai shrishti saar mein
Phir jhan jhan jhan jhan jhanak utthhe
Meri mann veena ke taar
Maine dekha hai aaj chaand
Dharti par pehli baar
Ghabraawo nahin muskaao zara
Ab ham se nazar churaao nahin
Hai yug yug ki pehchaan
Nahin hai anjaan aji sharmaao nahin
Nainon ko nain bataa denge
Ye jeet huyi ya haar
Maine dekha hai aaj chaand
Dharti par pehli baar
Main bhramar nahin ras ka lobhi
Main patang hoon jal jaaunga
Main paagal premi hoon tera
Kalpana ka swarg banaaungaa
Phir hum dono ko irhsaa se
Dekhega sab sansaar
Maine dekha hai aaj chaand
Dharti par pehli baar
Hey priye tumhaare swaagat ko. . .
Hain pran mere tayyaar
Maine dekha hai aaj chaand
Dharti par pehli baar.