नैन बान से Nain Baan Se song Lyrics in Hindi

Ratnavali
Nain Baan Se Lyrics in Hindi. नैन बान से song from Ratnavali. This Movie Stars Agha, Shyama, Lalita Pawar, Rajan K, Mumtaz, Pran, Mehmood. Singer of Nain Baan Se is Shamshad Begum, Surendra. Lyrics of this Movie Song is written by Brajendra Gaud Music is given by Govind Ram

Song Details :

Song : Nain Baan Se
Movie (Album) : Ratnavali
Star Cast Team : Agha, Shyama, Lalita Pawar, Rajan K, Mumtaz, Pran, Mehmood
Singer(s) : Shamshad Begum, Surendra
Song Music Director : Govind Ram
Lyrics Written by : Brajendra Gaud
Label : Saregama

Nain Baan Se Lyrics in Hindi Ratnavali

Nain Baan Se Lyrics in Hindi :

नैन बान से करके घायल
नैन बान से करके घायल
रूपवती कहा जाये
नैन बान से करके घायल
रूपवती कहा जाये

छोडो छोडो कोई देख न पाये
छोडो छोडो कोई देख न पाये
काहे को सरमाये मोहे लाज आये
नैन बान से करके घायल
नैन बान से करके घायल
रूपवती कहा जाये

कलियों पे आई बहार
देखो भवृ फूल से करे प्यार
कलियों पे आई बहार
देखो भवृ फूल से करे प्यार
काली बेचारी भोली भाली
भौरे से शरमाये
काली बेचारी भोली भाली
भौरे से शरमाये
क्यों भौरे का है क्या भरोषा
रस पी के उड़ जाये
भौरे का है क्या भरोषा
रस पी के उड़ जाये
पर भौरे का तुम देखो प्यार
भरा तन मनन से है निसार
पर भौरे का तुम देखो प्यार
भरा तन मन से है निसार
छोडो छोडो ऐसे बहाने
मैं मोरा न माने
छोडो छोडो ऐसे बहाने
मैं मोरा न माने

Lyrics-in-hindi.com  पाओं में झांजर Paon Mein Jhanjar song Lyrics in Hindi

प्रेम की आग लगायी तुमने
प्रेम की आग लगायी तुमने
इसको कौन बुझाए
प्रीत का जाल बिछाया तुमने
प्रीत का जाल बिछाया तुमने
छोडो छोडो कोई देख न पाये
नैन बान से करके घायल
नैन बान से करके घायल
रूपवती कहा जाये.

Nain Baan Se Lyrics in English :

Nain baan se karke ghayal
Nain baan se karke ghayal
Rupvati kaha jaye
Nain ban se karke ghayal
Rupvati kaha jaye

Chhodo chhodo koi dekh na paye
Chhodo chhodo koi dekh na paye
Kahe ko sarmaye mohe laaz aaye
Nain baan se karke ghayal
Nain baan se karke ghayal
Rupvati kaha jaye

Kaliyo pe aayi bahar
Dekho bhawra phool se kare pyar
Kaliyo pe aayi bahar
Dekho bhawra phool se kare pyar
Kali bechari bholi bhali
Bhawre se sharmaye
Kali bechari bholi bhali
Bhawre se sharmaye
Kyu bhawre ka hai kya bharosha
Ras pee ke ud jaye
Bhawre ka hai kya bharosha
Ras pee ke ud jaye
Par bhawre ka tum dekho pyar
Bhawra tan mann se hai nisar
Par bhawre ka tum dekho pyar
Bhawra tan man se hai nisar
Chhodo chhodo aise bahane
Mann mora na mane
Chhodo chhodo aise bahane
Mann mora na mane

Prem ki aag lagayi tumne
Prem ki aag lagayi tumne
Isko kaun bujhaye
Preet ka jal bichaya tumne
Preet ka jal bichaya tumne
Chhodo chhodo koi dekh na paye
Nain ban se karke ghayal
Nain ban se karke ghayal
Rupvati kaha jaye.

Lyrics-in-hindi.com  दिल्ली की गलियों में Dilli Ki Galiyon Mein song Lyrics in Hindi
All Songs From the Movie Ratnavali

Music Video of this Song

Leave a Comment