Firdaus
Aisi Nazar Se Na Dekho Lyrics in Hindi. ऐसी नज़र से न देखो song from Firdaus. This Movie Stars Geeta Bali, Lalita Pawar, Anoop Kumar, Om Prakash, Rama. Singer of Aisi Nazar Se Na Dekho is Rajkumari Dubey. Lyrics are written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) Music is given by Robin Chatterjee
Contents
Song Details :
Song : Aisi Nazar Se Na Dekho
Movie (Album) : Firdaus
Star Cast Team : Geeta Bali, Lalita Pawar, Anoop Kumar, Om Prakash, Rama
Singer : Rajkumari Dubey
Song Music Director : Robin Chatterjee
Lyrics Written by : Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Label : Saregama
Aisi Nazar Se Na Dekho Lyrics in Hindi Firdaus
Aisi Nazar Se Na Dekho Lyrics in Hindi :
ऐसी नज़र से
ऐसी नज़र से न देखो बुरी बात है
ऐसी नज़र से
ऐसी नज़र से न देखो बुरी बात है
आज तुम्हारी मेरी पहली मुलाकात है
बुरी बात है ऐसी नज़र से
ऐसी नज़र से न देखो बुरी बात है
मत नैनो में नैं दाल सजन
सहरमऊ मैं
मत नैनो में नैं दाल सजन
सहरमऊ मैं
हरे मेरा डगमग डोले
जी पड़ी घभराऊ में
जाने क्या बात है
आज तुम्हारी मेरी पहली मुलाकात है
बुरी बात है ऐसी नज़र से
ऐसी नज़र से न देखो बुरी बात है
दिल है अन्जान
ज़माना बड़ा बेईमान
हमें बड़ा डर लागे
दिल है अन्जान
ज़माना बड़ा बेईमान
हमें बड़ा डर लागे
ऐसी नज़र से ाजी देखो न मैका
ाजी देखो न मैका
जीया दर जाएगा
आज तुम्हारी मेरी पहली मुलाकात है
बुरी बात है ऐसी नज़र से
ऐसी नज़र से न देखो बुरी बात है
ऐसी नज़र से न देखो बुरी बात है.
Aisi Nazar Se Na Dekho Lyrics in English :
Aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Aaj tumhari meri pehli mulakaat hai
Buri baat hai aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Mat naino mein nain daal sajan
Sahrmau main
Mat naino mein nain daal sajan
Sahrmau main
Hare mera dagmag dole
Jee padi ghabhrau mein
Jaane kyaa baat hai
Aaj tumhari meri pehli mulakaat hai
Buri baat hai aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Dil hai anjaan
Zamaana bada beimaan
Hame bada dar laage
Dil hai anjaan
Zamaana bada beimaan
Hame bada dar laage
Aesi nazar se aji dekho na maika
Aji dekho na maika
Jeeya dar jaayega
Aaj tumhari meri pehli mulakaat hai
Buri baat hai aisi nazar se
Aisi nazar se na dekho buri baat hai
Aisi nazar se na dekho buri baat hai.