आये बहार बन के Aaye Bahaar Ban Ke song Lyrics in Hindi

Raj Hath (1956)
Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics in Hindi. आये बहार बन के song from Raj Hath 1956. This Movie Stars Pradeep Kumar, Madhubala, Ulhas, Sohrab Modi, Tiwari. Singer of Aaye Bahaar Ban Ke is Mohammed Rafi. Lyrics of this Movie Song is written by Hasrat Jaipuri Music is given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Song Details :

Song : Aaye Bahaar Ban Ke
Movie (Album) : Raj Hath 1956
Star Cast Team : Pradeep Kumar, Madhubala, Ulhas, Sohrab Modi, Tiwari
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics Written by : Hasrat Jaipuri
Label : Saregama

Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics in Hindi Raj Hath 1956

Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics in Hindi :

आये बहार बन के
लुभाकर चले गए
आये बहार बन के
लुभाकर चले गए
क्या राज़ था जो दिल में
छुपकर चले गए
क्या राज़ था जो दिल में
छुपकर चले गए

कहने को वह हसीं
थे आँखें थी बेवफा हो
आँखें थी बेवफा
कहने को वह हसीं
थे आँखें थी बेवफा हाय
दामन मेरी नज़र से
बचाकर चले गए
आये बहार बन के
लुभाकर चले गए

Lyrics-in-hindi.com  घर का रास्ता भूल बैठा Ghar Ka Rasta Bhul Baitha song Lyrics in Hindi

इतना मुझे बताओ मेरे
दिल की धड़कनों हाय
दिल की धड़कनों
इतना मुझे बताओ मेरे
दिल की धड़कनों हाय
वह कौन थे जो ख्वाब
दिखाकर चले गए
आये बहार बन के
लुभाकर चले गए
क्या राज़ था जो दिल में
छुपकर चले गए.

Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics in English :

Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein
Chhupakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein
Chhupakar chale gaye

Kehne ko woh haseen
The aankhen thi bewafa ho
Aankhen thi bewafa
Kehne ko woh haseen
The aankhen thi bewafa haaye
Daaman meri nazar se
Bachaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye

Itna mujhe bataao mere
Dil ki dhadkanon haaye
Dil ki dhadkanon
Itna mujhe bataao mere
Dil ki dhadkanon haaye
Woh kaun the jo khwaab
Dikhaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein
Chhupakar chale gaye.

All Songs From the Movie Raj Hath 1956

Music Video of this Song

Leave a Comment