Chalis Din (1959)
Baithhe Hain Rehguzar Par Lyrics in Hindi. बैठे हैं रहगुज़र पर song from Chalis Din 1959. This Movie Stars null. Singer of Baithhe Hain Rehguzar Par is Asha Bhosle. Lyrics are written by Kaifi Azmi Music is given by Babul Bose
Contents
Song Details :
Song : Baithhe Hain Rehguzar Par
Movie (Album) : Chalis Din 1959
Star Cast Team : null
Singer(s) : Asha Bhosle
Song Music Director : Babul Bose
Lyrics Written by : Kaifi Azmi
Label : Saregama
Baithhe Hain Rehguzar Par Lyrics in Hindi Chalis Din 1959
Baithhe Hain Rehguzar Par Lyrics in Hindi :
बैठे हैं रहगुज़र पर
दिल का दिया जलाये
शायद वो दर्द जाने
शायद वो लौट आएं
बैठे हैं रहगुज़र पर
दिल का दिया जलाये
बैठे हैं रहगुज़र पर
आकाश पर सितारे
चल चल के थम गए हैं
आकाश पर सितारे
चल चल के थम गए हैं हो ओ ओ
शबनम के सार्ड आंसूं
फूलों पे जम गए हैं
हम पर नहीं किसी पर
ऐ काश रेहम खाये
शायद वो दर्द जाने
शायद वो लौट आएं
बैठे हैं रहगुज़र पर
राहों में खो गयी हैं
हसरत भरी निगाहें
राहों में खो गयी हैं
हसरत भरी निगाहें हो ओ ओ
कब से लचक रहीं हैं
अरमान की नर’म बाहें
हर मोड़ पर तमन्ना
आहात उसी की पाये
शायद वो दर्द जाने
शायद वो लौट आएं
बैठे हैं रहगुज़र पर
दिल का दिया जलाये
बैठे हैं रहगुज़र पर.
Baithhe Hain Rehguzar Par Lyrics in English :
Baithe hain rehguzar par
Dil kaa diya jalaaye
Shaayad wo dard jaane
Shaayad wo laut aayen
Baithe hain rehguzar par
Dil kaa diya jalaaye
Baithe hain rehguzar par
Akash par sitaare
Chal chal ke tham gaye hain
Akash par sitaare
Chal chal ke tham gaye hain ho o o
Shabnam ke sard aansoon
Phoolon pe jam gaye hain
Hum par nahin kisi par
Ae kaash reham khaaye
Shaayad wo dard jaane
Shaayad wo laut aayen
Baithe hain rehguzar par
Raahon mein kho gayi hain
Hasrat bhari nigaahen
Raahon mein kho gayi hain
Hasrat bhari nigaahen ho o o
Kab se lachak rahin hain
Armaan ki nar’m baahen
Har mod par tamannaa
Aahat usee ki paaye
Shaayad wo dard jaane
Shaayad wo laut aayen
Baithe hain rehguzar par
Dil kaa diya jalaaye
Baithe hain rehguzar par.