बापू की अमर कहानी (टाइटल) Bapu Ki Amar Kahani Title song Lyrics in Hindi

Bapu Ki Amar Kahani (1948)
Bapu Ki Amar Kahani Title Lyrics in Hindi. बापू की अमर कहानी (टाइटल) song from Bapu Ki Amar Kahani 1948. This Movie Stars null. Singer of Bapu Ki Amar Kahani Title is Mohammed Rafi. Lyrics are written by Rajendra Krishan Music is given by Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Song Details :

Song : Bapu Ki Amar Kahani Title
Movie (Album) : Bapu Ki Amar Kahani 1948
Star Cast Team : null
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyrics Written by : Rajendra Krishan
Label : Saregama

Bapu Ki Amar Kahani Title Lyrics in Hindi Bapu Ki Amar Kahani 1948

Bapu Ki Amar Kahani Title Lyrics in Hindi :

सुनो सुनो ए दुनिया वालों
बापू की ये अमर कहानी
वह बापू जो पूज्य है
इतना जितना गंगा माँ का पानी
सुनो सुनो ए दुनिया वालों
बापू की ये अमर कहानी

तीस जनवरी शाम को
बापू बिरला घर से बाहर आये
प्रार्थना अस्थान की जानिब
धीरे धीरे कदम बढाए
लेकिन उस दिन होनी अपना
रूप बदलकर आयी
और अहिंसा के सीने पर
हिंसा ने गोली बरसाई
बापू ने कहा राम राम
और जग से किया किनारा
राम के मंदिर में जा
पहुंचे श्री राम का प्यारा

जाओ बापू जाओ बापू
रहेगा नाम तुम्हारा
जब तक चमके चाँद
सितारे चमके काम तुम्हारा
बापू तुमने प्राण दिए
और मौत की शान बढ़ाई
तुमने अपना खून दिया
और प्रेम की ज्योत जलाई

जय बापु की जय गाँधी की
बोलो सब जन जय गाँधी
जिस ने हिंदी मुस्लिम में
इक ड़ोर प्यार की बाँधी
याद रहे बापू की कहानी
भूल ना इस को जाएँ हम
बापू ने जो दिया जलाया
उसकी ज्योत बढाए हम
जय बापु की जय गाँधी की
बोलो सब जन जय गाँधी
जय बापु की जय गाँधी की
बोलो सब जन जय गाँधी
जय गाँधी जय गाँधी
जय गाँधी जय गाँधी जय गाँधी.

Bapu Ki Amar Kahani Title Lyrics in English :

Suno suno aye duniya waalon
Bapu ki ye amar kahani
Woh bapu jo pujya hai
Itna jitana ganga maa ka paani
Suno suno aye duniya waalon
Bapu ki ye amar kahani

Tees janwari shaam ko
Bapu birla ghar se baahar aaye
Praarthna asthaan ki jaanib
Dheere dheere kadam badhaaye
Lekin us din honi apna
Roop badalkar aayee
Aur ahinsa ke seene par
Hinsa ne goli barsaayee
Bapu ne kaha raam raam
Aur jag se kiya kinaara
Raam ke mandir mein jaa
Pahuncha shri raam ka pyaara

Jao bapu jao bapu
Rahega naam tumhaara
Jab tak chamke chaand
Sitaare chamke kaam tumhaara
Bapu tumne praan diye
Aur maut ki shaan badhaayee
Tumne apna khoon diya
Aur prem ki jyot jalaayee

Jai bapu ki jai gandhi ki
Bolo sab jan jai gandhi
Jis ne hindi muslim mein
Ik dor pyar ki bandhi
Yaad rahe bapu ki kahani
Bhool naa is ko jaayen hum
Bapu ne jo diya jalaaya
Uski jyot badhaaye hum
Jai bapu ki jai gandhi ki
Bolo sab jan jai gandhi
Jai bapu ki jai gandhi ki
Bolo sab jan jai gandhi
Jai gandhi jai gandhi
Jai gandhi jai gandhi jai gandhi.

All Songs From the MovieBapu Ki Amar Kahani 1948

Music Video of this Song

Leave a Comment