बातें कहीं और बनाओ Baaten Kahin Aur Banaao song Lyrics in Hindi

Batwara
Baaten Kahin Aur Banaao Lyrics in Hindi. बातें कहीं और बनाओ song from Batwara. This Movie Stars Balraj Sahni, Nirupa Roy, Pradeep Kumar, Jawahar Kaul, Rehman, Shashikala, Jabben Jalil, Leela Chitnis. Singer of Baaten Kahin Aur Banaao is Asha Bhosle. Lyrics are written by Majrooh Sultanpuri Music is given by Madan Mohan Kohli

Song Details :

Song : Baaten Kahin Aur Banaao
Movie (Album) : Batwara
Star Cast Team : Balraj Sahni, Nirupa Roy, Pradeep Kumar, Jawahar Kaul, Rehman, Shashikala, Jabben Jalil, Leela Chitnis
Singer(s) : Asha Bhosle
Song Music Director : Madan Mohan Kohli
Lyrics Written by : Majrooh Sultanpuri
Label : Saregama

Baaten Kahin Aur Banaao Lyrics in Hindi Batwara

Baaten Kahin Aur Banaao Lyrics in Hindi :

अरे बातें कहीं और बनाओ
बातें कहीं और बनाओ
यहां बात नहीं बनने की
ओ चालबाज़ हम समझ गए
तेरी चाल नहीं चलने की
बाबू टाटा ो मिस्टेर टाटा ो बाबू टाटा

पहचान लिया अब जाइए
बन बन के न यूँ घबराइये
पहचान लिया अब जाइए
बन बन के न यूँ घबराइये
हाथों से दिल को थाम के
मत झूठी कसमें खाइये
अब तो जी बिगड़ गयी
अब तो जी बिगड़ गयी
बात नहीं बनने की
ओ चालबाज़ हम समझ गए
तेरी चाल नहीं चलने की
बाबू टाटा ो मिस्टेर टाटा ो बाबू टाटा

Lyrics-in-hindi.com  बाकी रब पे छोड़ दे Baaki Rab Pe Chhod De song Lyrics in Hindi

अब चाहे ख़ुशामद कीजिये
या हाथों में आँचल लीजिये
अब चाहे ख़ुशामद कीजिये
या हाथों में आँचल लीजिये
या रास्ता मेरा रोकके
दामन से हवायें दीजिये
दिल में मेरे उल्फ़त की
दिल में मेरे उल्फ़त की
आग नहीं जलने की
ओ चालबाज़ हम समझ गए
तेरी चाल नहीं चलने की
बाबू टाटा ो मिस्टेर टाटा ो बाबू टाटा

तू दिलवाला मैं भी हसीं
धोखे में न रहना कहीं समझे
तू दिलवाला मैं भी हसीं
धोखे में न रहना कहीं
बिजली सी चमक जाउंगी मैं
रह जाओगे बैठे यहीं
चल दिए हम अब तो सनम
चल दिए हम अब तो सनम
छाओं नहीं मिलने की
ओ चालबाज़ हम समझ गए
तेरी चाल नहीं चलने की
बाबू टाटा ो मिस्टेर टाटा ो बाबू टाटा.

Baaten Kahin Aur Banaao Lyrics in English :

Arre baaten kahin aur banaao
Baaten kahin aur banaao
Yahaan baat nahin banane ki
O chalbaaz ham samajh gaye
Teri chaal nahin chalne ki
Babu tata o mister tata o babu tata

Pehchaan liya ab jaaiye
Ban ban ke na yoon ghabraaiye
Pehchaan liya ab jaaiye
Ban ban ke na yoon ghabraaiye
Haathon se dil ko thham ke
Mat jhoothi qasmen khaaiye
Ab to jee bigad gayi
Ab to jee bigad gayi
Baat nahin banane ki
O chalbaaz ham samajh gaye
Teri chaal nahin chalne ki
Babu tata o mister tata o babu tata

Lyrics-in-hindi.com  आवारा पागल दीवाना Awara Pagal Deewana song Lyrics in Hindi

Ab chaahe khushaamad keejiye
Yaa haathon mein aanchal leejiye
Ab chaahe khushaamad keejiye
Yaa haathon mein aanchal leejiye
Ya rasta mera rokake
Daaman se hawaaayen deejiye
Dil mein mere ulfat ki
Dil mein mere ulfat ki
Aag nahin jalne ki
O chalbaaz ham samajh gaye
Teri chaal nahin chalne ki
Babu tata o mister tata o babu tata

Tu dilwaala main bhi haseen
Dhokhe mein na rehna kahin samjhe
Tu dilwaala main bhi haseen
Dhokhe mein na rehna kahin
Bijli si chamak jaaungi main
Reh jaaoge baithe yahin
Chal diye ham ab to sanam
Chal diye ham ab to sanam
Chhaon nahin milne ki
O chalbaaz ham samajh gaye
Teri chaal nahin chalne ki
Babu tata o mister tata o babu tata.

All Songs From the MovieBatwara

Music Video of this Song

Leave a Comment