Badi Bahu
Badali Teri Nazar Lyrics in Hindi. बदली तेरी नज़र song from Badi Bahu. This Movie Stars Shekhar, Sulochana, Nimmi, Raj Adib. Singer of Badali Teri Nazar is Lata Mangeshkar. Lyrics are written by Prem Dhawan Music is given by Anil Krishna Biswas
Contents
Song Details :
Song : Badali Teri Nazar
Movie (Album) : Badi Bahu
Star Cast Team : Shekhar, Sulochana, Nimmi, Raj Adib
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Song Music Director : Anil Krishna Biswas
Lyrics Written by : Prem Dhawan
Label : Saregama
Badali Teri Nazar Lyrics in Hindi Badi Bahu
Badali Teri Nazar Lyrics in Hindi :
बदली तेरी नज़र तो
नज़ारे बदल गए
वो चाँदनी वो
चाँद सितारे बदल गए
बदली तेरी नज़र तो नज़ारे
लहरों से पूछ लीजिये
साहिल भी है गवाह
लहरों से पूछ लीजिये
साहिल भी है गवाह
साहिल भी है गवाह
कश्ती मेरी डूबोके
वो धार बदल गए
कश्ती मेरी डूबोके वो धारे
वो ख्वाब वो ख़याल
वो अरमान वो हसरतें
वो अरमान वो हसरतें
बदले जो तुम तो
सारे के सारे बदल गए
बदले जो तुम तो
सारे के सारे
मैं भी वही हूँ
मेरी वफाएं भी हैं वही
वफ़ाएं भी हैं वही
फिर क्यों तेरी नज़र के
इशारे बदल गए
फिर क्यों तेरी नज़र के
इशारे बदल गए
वो चांदनी
वो चाँद सितारे बदल गए
बदली तेरी नज़र.
Badali Teri Nazar Lyrics in English :
Badli teri nazar to
Nazaare badal gaye
Wo chandni wo
Chand sitaare badal gaye
Badli teri nazar to nazaare
Lehron se poochh leejiye
Saahil bhi hai gawaah
Lehron se poochh leejiye
Saahil bhi hai gawaah
Saahil bhi hai gawaah
Kashti meri duboke
Wo dhaare badal gaye
Kashti meri duboke wo dhaare
Wo khwaab wo khayaal
Wo armaan wo hasraten
Wo armaan wo hasraten
Badle jo tum to
Saare ke saare badal gaye
Badle jo tum to
Saare ke saare
Main bhi wahi hoon
Meri wafaayen bhi hain wahi
Wafaayen bhi hain wahi
Phir kyun teri nazar ke
Ishaare badal gaye
Phir kyun teri nazar ke
Ishaare badal gaye
Wo chaandni
Wo chand sitaare badal gaye
Badli teri nazar.