Yasmin
Bechain Nazar Betaab Jigar Lyrics in Hindi. बेचैन नज़र बेताब जिगर song from Yasmin. This Movie Stars Suresh, Vyjyantimala, Jayant, Rashid Khan, Shyam Kumar,Maruti, S.N.Bannerjee, Mumtaz, Rajan Haksar. Singer of Bechain Nazar Betaab Jigar is Talat Mahmood. Lyrics are written by Jan Nisar Akhtar Music is given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Contents
Song Details :
Song : Bechain Nazar Betaab Jigar
Movie (Album) : Yasmin
Star Cast Team : Suresh, Vyjyantimala, Jayant, Rashid Khan, Shyam Kumar,Maruti, S.N.Bannerjee, Mumtaz, Rajan Haksar
Singer : Talat Mahmood
Song Music Director : Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lyrics Written by : Jan Nisar Akhtar
Label : Saregama
Bechain Nazar Betaab Jigar Lyrics in Hindi Yasmin
Bechain Nazar Betaab Jigar Lyrics in Hindi :
बेचैन नज़र बेताब जिगर
ये दिल है किसीका दीवाना
है दीवाना
बेचैन नज़र बेताब जिगर
ये दिल है किसीका दीवाना
है दीवाना
कब शाम हो और वो शम्मा जले
कब उड़ कर पहुंचे परवाना
है परवाना
है दिल का चमन खिलने के लिए
आएगा कोई मिलने के लिए
है दिल का चमन खिलने के लिए
आएगा कोई मिलने के लिए
फूलों से कहो तारों से कहो
फूलों से कहो तारों से कहो
चुपके से सजा दे
वीराना है वीराना
जब रात ज़रा शबनम से घुले
लहरायी हुयी वो ज़ुल्फ़ खुले
जब रात ज़रा शबनम से घुले
लहरायी हुयी वो ज़ुल्फ़ खुले
नज़रों से नज़र एक भेद कहे
नज़रों से नज़र एक भेद कहे
दिल दिल से काहे एक अफसाना है अफ़साना
रंगीन फ़िज़ा छाये तो ज़रा
वादे पे कोई आये तो ज़रा
रंगीन फ़िज़ा छाये तो ज़रा
वादे पे कोई आये तो ज़रा
ै जोष-इ-वफ़ा दिल चीज़ है क्या
ै जोष-इ-वफ़ा दिल चीज़ है क्या
हम जान भी दे दे नज़राना
हाय नज़राना
बेचैन नज़र बेताब जिगर
ये दिल है किसीका दीवाना
है दीवाना.
Bechain Nazar Betaab Jigar Lyrics in English :
Bechain nazar betaab jigar
Ye dil hai kisika deewana
Hay deewana
Bechain nazar betaab jigar
Ye dil hai kisika deewana
Hay deewana
Kab shaam ho aur wo shamma jale
Kab ud kar pahunche parwaana
Hay parwaana
Hai dil ka chaman khilne ke liye
Aayega koyi milne ke liye
Hai dil ka chaman khilne ke liye
Aayega koyi milne ke liye
Phoolon se kaho taaron se kaho
Phoolon se kaho taaron se kaho
Chupke se sajaa de
Veerana hai veerana
Jab raat zara shabnam se ghule
Laharayi huyi wo zulf khule
Jab raat zara shabnam se ghule
Laharaayi huyi wo zulf khule
Nazron se nazar ek bhed kahe
Nazron se nazar ek bhed kahe
Dil dil se kahe ek afsaana haay afsaana
Rangeen fizaa chhaaye to zara
Waade pe koyi aaye to zara
Rangeen fizaa chhaaye to zara
Waade pe koyi aaye to zara
Ai josh-e-wafa dil cheez hai kya
Ai josh-e-wafa dil cheez hai kya
Ham jaan bhi de de nazraana
Haay nazraana
Bechain nazar betaab jigar
Ye dil hai kisika deewana
Haay deewana.