Nav Durga
Chhaai Biraha Ki Raat Lyrics in Hindi. छाई बिरहा की रात song from Nav Durga. This Movie Stars Mahipal, Usha Kiran, S N Tripathi, Dalpat, Sulochana, Maruti. Singer of Chhaai Biraha Ki Raat is Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Lyrics Of this Movie is written by Anjum Jaipuri Music is given by S. N. Tripathi
Contents
Song Details :
Song : Chhaai Biraha Ki Raat
Movie (Album) : Nav Durga
Star Cast Team : Mahipal, Usha Kiran, S N Tripathi, Dalpat, Sulochana, Maruti
Singer(s) : Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Song Music Director : S. N. Tripathi
Lyrics Written by : Anjum Jaipuri
Label : Saregama
Chhaai Biraha Ki Raat Lyrics in Hindi Nav Durga
Chhaai Biraha Ki Raat Lyrics in Hindi :
छाई बिरहा की रात
मोरा तड़पे जिया
मोसे रूठे पिया
कोई मन का सहारा नहीं
हो कोई मन का सहारा नहीं
छाई बिरहा की रात
मोरा तड़पे जिया
मोसे रूठे पिया
कोई मन का सहारा नहीं
हो कोई मन का सहारा नहीं
पल भर में टूट गए सपनों के मोती
आंसू में डूब गई नैनो की ज्योति
पल भर में टूट गए सपनों के मोती
आंसू में डूब गई नैनो की ज्योति
नैनो की ज्योति
सुने-सुने से है आज
मेरे आशा के द्वार
नैया कैसे लगे पार
जब सामने किनारा नहीं
हो कोई मन का सहारा नहीं
मन का सिंगार मेरा किसने है छीना
हाथों से छूट गई आशा की बिना
मन का सिंगार मेरा किसने है छीना
हाथों से छूट गई आशा की बिना
आशा की बिना
खोई-खोई सी है आज
मेरे जीवन की प्रीत
गौण रो-रो के ये गीत
मेरे नयनों का तारा नहीं
हो कोई मन का सहारा नहीं
छाई बिरहा की रात
मोरा तड़पे जिया
मोसे रूठे पिया
कोई मन का सहारा नहीं
हो कोई मन का सहारा नहीं.
Chhaai Biraha Ki Raat Lyrics in English :
Chhaai biraha ki raat
Moraa tadape jiyaa
Mose ruthe piyaa
Koi man kaa sahaara nahi
Ho koi man kaa sahaara nahi
Chhaai biraha ki raat
Moraa tadape jiyaa
Mose ruthe piyaa
Koi man kaa sahaara nahi
Ho koi man kaa sahaara nahi
Pal bhar mein tut gaye sapano ke moti
Aansu mein dub gai naino ki jyoti
Pal bhar mein tut gaye sapano ke moti
Aansu mein dub gai naino ki jyoti
Naino ki jyoti
Sune-sune se hai aaj
Mere aashaa ke dwaar
Naiyaa kaise lage paar
Jab saamane kinaaraa nahi
Ho koi man kaa sahaaraa nahi
Man kaa singaar meraa kisane hai chhinaa
Haatho se chhut gai aashaa ki binaa
Man kaa singaar meraa kisane hai chhinaa
Haatho se chhut gai aashaa ki binaa
Aashaa ki binaa
Khoi-khoi si hai aaj
Mere jiwan ki prit
Gaun ro-ro ke ye git
Mere naino kaa taaraa nahi
Ho koi man kaa sahaaraa nahi
Chhaai birahaa ki raat
Moraa tadape jiyaa
Mose ruthe piyaa
Koi man kaa sahaaraa nahi
Ho koi man kaa sahaara nahi.