छोड़ दिया Chhod Diya song Lyrics in Hindi

Baazaar (2018)
Chhod Diya Lyrics in Hindi. छोड़ दिया song from Baazaar 2018. This Movie Stars Saif Ali Khan, Radhika Apte, Chitrangda Singh, Rohan Mehra. Singer of Chhod Diya is Arijit Singh, Kanika Kapoor. Lyrics of this Movie Song is written by Shabbir Ahmed Music is given by Kanika Kapoor

Song Details :

Song : Chhod Diya
Movie (Album) : Baazaar 2018
Star Cast Team : Saif Ali Khan, Radhika Apte, Chitrangda Singh, Rohan Mehra
Singer(s) : Arijit Singh, Kanika Kapoor
Song Music Director : Kanika Kapoor
Lyrics Written by : Shabbir Ahmed
Label : Times Music

Chhod Diya Lyrics in Hindi Baazaar 2018

Chhod Diya Lyrics in Hindi :

छोड़ दिया वो रास्ता
जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे
छोड़ दिया वो रास्ता
जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे
तोड़ दिया वो आईना
जिस आईने में तेरा अक्स दिखे

मैं शहर में तेरे था गैरों सा
मुझे अपना कोई ना मिला
तेरे लम्हों से
मेरे ज़ख्मों से
अब तो मैं दूर चला

रुख ना क्या उन गलियों का
जिन गलियों में तेरी बातें हो

छोड़ दिया वो रास्ता
जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे

मैं था मुसाफ़िर राह का तेरी
तुझ तक मेरा था दायरा
मैं था मुसाफ़िर राह का तेरी
तुझ तक मेरा था दायरा
मैं भी कभी था महबर तेरा
खानाबदोश मैं अब ठहरा
खानाबदोश मैं अब ठहरा

Lyrics-in-hindi.com  दोस्तों क्या कहें हम तुमसे Doston Kya Kahein Hum Tumse song Lyrics in Hindi

छूता नहीं उन फूलों को
जिन फूलों में तेरी खुशबू हो
रूठ गया उन ख़्वाबों से
जिन ख़्वाबों में तेरा ख़्वाब भी हो

कुछ भी न पाया मैंने सफ़र में
होके सफर का मैं रेह गया
कुछ भी न पाया मैंने सफर में
हो के सफ़र का मैं रह गया

कागज़ का बोशीदा घर था
भींगते बारिश में बेह गया
भींगते बारिश में बेह गया

देखूं नहीं उस चांदनी को
जिस में के तेरी परछाई हो
दूर हूँ मैं इन हवाओं से
ये हवा तुझे छू के भी आयी न हो

Chhod Diya Lyrics in English :

Chhod diya woh raasta
Jis raaste se tum the guzre

Chhod diya woh raasta
Jis raaste se tum the guzre
Tod diya woh aaina
Jis aaine mein tera aks dikhe

Main sheher mein tere tha ghairon sa
Mujhe apna koi na mila
Tere lamhon se, mere zakhmon se
Ab toh main door chala

Rukh na kiya unn galiyon ka
Jin galiyon mein teri baatein ho

Chhod diya woh raasta
Jis raaste se tum the guzre

Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayra

Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayra
Main kabhi tha mehbar tera
Khanabadosh main ab thehra
Khanabadosh main ab thehra..

Lyrics-in-hindi.com  कॉलेज के साथी College Ke Saathi song Lyrics in Hindi

Chhoota nahin unn phoolon ko
Jin phoolon mein teri khushboo ho
Rooth gaya unn khwaabon se
Jin khaabon mein tera khaab bhi ho

Kuch bhi na paaya maine safar mein
Hoke safar ka main reh gaya

Kuch bhi na paaya maine safar mein
Hoke safar ka main reh gaya
Kaagaz ko boshida ghar tha
Bheegte baarish mein beh gaya
Bheegte baarish mein beh gaya..

Dekhun nahin uss chandani ko
Jis mein ki teri parchhai ho
Door hoon main inn hawaaon se
Yeh hawaa tujhe chhu ke bhi aayi na ho

Chhod Diya (Unplugged) Lyrics:

Jo tere bin khali tha
Woh toh mera hi dil tha
Main thi musaafir raah ki teri
Tujh bin mera tha daayra

Main bhi kabhi thi mehbar teri
Khanabadosh mein ab thehri
Khanabadosh mein ab thehri

Chhuti nahin unn phoolon ko
Jin phoolon mein teri khushboo na ho
Rooth gayi unn khwabon se
Jinn khwabon mein tera khwab na ho

Main sheher mein tere thi ghairon si
Mujhe apna koi na mila
Tere lamhon se, mere zakhmon se
Ab toh main door chala

Chhod diya woh raasta
Jis raaste se tum the guzre
Tod diya woh aaina
Jis aaine mein tera aks dikhe

All Songs From the Movie Baazaar 2018

Leave a Comment