दिल की दिल में ही रही Dil Ki Dil Mein Hi Rahi song Lyrics in Hindi

Chakori
Dil Ki Dil Mein Hi Rahi Lyrics in Hindi. दिल की दिल में ही रही song from Chakori. This Movie Stars Nalini Jaywant. Singer of Dil Ki Dil Mein Hi Rahi is Mohammed Rafi. Lyrics are written by Mulkraj Bhakri Music is given by Hansraj Behl

Song Details :

Song : Dil Ki Dil Mein Hi Rahi
Movie (Album) : Chakori
Star Cast Team : Nalini Jaywant
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Hansraj Behl
Lyrics Written by : Mulkraj Bhakri
Label : Saregama

Dil Ki Dil Mein Hi Rahi Lyrics in Hindi Chakori

Dil Ki Dil Mein Hi Rahi Lyrics in Hindi :

दिल की दिल में ही रही
बात न होने पायी
मुलाकात हो न पाई
दिल की दिल में ही रही
बात न होने पायी
और क्या जलते
मुलाक़ात न होने पायी
दिल की दिल में ही रही

खेलते दिल से रहे
हाय समझ के खिलौना
खेलते दिल से रहे
हाय समझ के खिलौना
चल दिए तोड़ के दिल
बात सोची थी जो
वो बात न होने पायी
और क्या जलते
मुलाक़ात न होने पायी
दिल की दिल में ही रही

Lyrics-in-hindi.com  मोना का टोना Mona Ka Tona song Lyrics in Hindi

समझे अपना था जिन्हे
वो न हुए मेरे अपने
वो न हुए मेरे अपने
समझे अपना था जिन्हे
वो न हुए मेरे अपने
वो न हुए मेरे अपने
देखा करती थी मैं जिस
रात के हाय सपने
हाय तक़दीर के
मुलाक़ात न हो पायी
और क्या जलते
मुलाक़ात न होने पायी
दिल की दिल में ही रही.

Dil Ki Dil Mein Hi Rahi Lyrics in English :

Dil ki dil mein hi rahi
Baat na hone payi
Mulakat ho na payi
Dil ki dil mein hi rahi
Baat na hone payi
Aur kya jalte
Mulaqat na hone payi
Dil ki dil mein hi rahi

Khelte dil se rahe
Haye samjh ke khilona
Khelte dil se rahe
Haye samjh ke khilona
Chal diye tod ke dil
Baat sochi thi jo
Wo baat na hone payi
Aur kya jalte
Mulaqat na hone payi
Dil ki dil mein hi rahi

Samjhe apna tha jinhe
Wo na hue mere apne
Wo na hue mere apne
Samjhe apna tha jinhe
Wo na hue mere apne
Wo na hue mere apne
Dekha karti thi main jis
Raat ke haye sapne
Haye taqdeer ke
Mulaqat na ho payi
Aur kya jalte
Mulaqat na hone payi
Dil ki dil mein hi rahi.

Lyrics-in-hindi.com  ज़िन्दगी Zindagi song Lyrics in Hindi
All Songs From the Movie Chakori

Music Video of this Song

Leave a Comment