Nayee Padosan (2003)
Dil Mein Dhadkanon Mein Lyrics in Hindi. दिल में धड़कनों में song from Nayee Padosan 2003. This Movie Stars Mahek Chahal, Anuj Sawhney, Vikas Kalantri, Aslam Khan. Singer of Dil Mein Dhadkanon Mein is Shaan, Shankar Mahadevan. Lyrics Of this Movie is written by Sameer Music is given by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Contents
Song Details :
Song : Dil Mein Dhadkanon Mein
Movie (Album) : Nayee Padosan 2003
Star Cast Team : Mahek Chahal, Anuj Sawhney, Vikas Kalantri, Aslam Khan
Singer(s) : Shaan, Shankar Mahadevan
Song Music Director : Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Lyrics Written by : Sameer
Label : Saregama
Dil Mein Dhadkanon Mein Lyrics in Hindi Nayee Padosan 2003
Dil Mein Dhadkanon Mein Lyrics in Hindi :
दिल में धड़कनों में
सिर्फ तुम हो मेरी जान
तेरे प्यार में तो
छोड़ दूँ मैं दो जहाँ
हो दिल में धड़कनों
में सिर्फ तुम हो मेरी जान
तेरे प्यार में तो
छोड़ दूँ मैं दो जहाँ
तेरे लिए साँसें
मेरी तेरे लिए ज़िन्दगी
तू जो कहे दे दूँ
तुझे हँसके सनम हर ख़ुशी
दिल में धड़कनों
में सिर्फ तुम हो मेरी जान
तेरे प्यार में तो
छोड़ दूँ मैं दो जहाँ
तेरे लिए सांसें मेरी
तेरे लिए ज़िन्दगी
तू जो कहे दे दूं तुझे
हँसके सनम हर ख़ुशी
चोट खायी अकेले में रोया
तेरी चाहत में
क्या क्या न खाया
आके तो देख क्या हाल है
मेरा बनता
नसीबा यूँ फूटा
हाथापाई में
यह हाथ टूटा
कैसी बिगड़ी मेरी चाल है
अब न कोई बर्बाद हो
दुनिया तेरी आबाद हो
दे रहा हूँ यही मैं दुआ
दिल में धड़कनों में
सिर्फ तुम हो मेरी जान
तेरे प्यार में तो
छोड़ दूँ मैं दो जहाँ
बेसुरे हो गए गीत मेरे
क्या सुनाऊं
तुझे मीत मेरे
रूठे रूठे
मेरे साज़ है
तान कैसे भला
मैं लगाऊं
सरगमों को मैं
कैसे जगाऊँ
ताल भी मुझसे
नाराज़ है
गाना मुझे रोने लगे
पाना मुझे खोने लगे
क्या करूँ यह मुझे तू बता
दिल में धड़कनों में
सिर्फ तुम हो मेरी जान
तेरे प्यार में तो
छोड़ दूँ मैं दो जहाँ
तेरे लिए साँसें
मेरी तेरे लिए ज़िन्दगी
तू जो कहे दे दूं तुझे
हँसके सनम हर ख़ुशी.
Dil Mein Dhadkanon Mein Lyrics in English :
Dil mein dhadkanon mein
Sirf tum ho meri jaan
Tere pyaar mein to
Chhod doon main do jahan
Ho dil mein dhadkanon
Mein sirf tum ho meri jaan
Tere pyaar mein to
Chhod doon main do jahan
Tere liye saansein
Meri tere liye zindagi
Tu jo kahe de doon
Tujhe hanske sanam har khushi
Dil mein dhadkanon
Mein sirf tum ho meri jaan
Tere pyaar mein to
Chhod doon main do jahan
Tere liye saansein meri
Tere liye zindagi
Tu jo kahe de doon tujhe
Hanske sanam har khushi
Chot khaayi akele mein roya
Teri chaahat mein
Kya kya na khoya
Aake to dekh kya haal hai
Mera banta
Naseeba yun phoota
Haathapaai mein
Yeh haath toota
Kaisi bigdi meri chaal hai
Ab na koi barbaad ho
Duniya teri aabaad ho
De raha hoon yahi main dua
Dil mein dhadkanon mein
Sirf tum ho meri jaan
Tere pyaar mein to
Chhod doon main do jahan
Besure ho gaye geet mere
Kya sunaaoon
Tujhe meet mere
Roothe roothe
Mere saaz hai
Taan kaise bhala
Main lagaaoon
Sargamon ko main
Kaise jagaaoon
Taal bhi mujhse
Naaraaz hai
Gaana mujhe rona lage
Paana mujhe khona lage
Kya karoon yeh mujhe tu bata
Dil mein dhadkanon mein
Sirf tum ho meri jaan
Tere pyaar mein to
Chhod doon main do jahan
Tere liye saansein
Meri tere liye zindagi
Tu jo kahe de doon tujhe
Hanske sanam har khushi.