Naukri (1978)
Duniya Mein Jeene Ka Lyrics in Hindi. दुनिया में जीने का song from Naukri 1978. This Movie Stars Rajesh Khanna, Zaheera, Raj Kapoor. Singer of Duniya Mein Jeene Ka is Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Lyrics Of this Movie is written by Anand Bakshi Music is given by Rahul Dev Burman
Contents
Song Details :
Song : Duniya Mein Jeene Ka
Movie (Album) : Naukri 1978
Star Cast Team : Rajesh Khanna, Zaheera, Raj Kapoor
Singer(s) : Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Music Director : Rahul Dev Burman
Lyrics Written by : Anand Bakshi
Label : Shemaroo
Duniya Mein Jeene Ka Lyrics in Hindi Naukri 1978
Duniya Mein Jeene Ka Lyrics in Hindi :
दुनिआ में जीने का मुझे शौक था
खाने और पीने का मुझे शौक था
दुनिआ में जीने का मुझे शौक था
खाने और पीने का मुझे शौक था
मरना भला किसको मंज़ूर था
लेकिन मैं ए दोस्त मजबूर था
गोरी हुकूमत थी काले गुलाम
खत छोड़के बादशाहो के नाम
मैं खुदकशी कर गया
मैं इस तरह मर गया
मैं खुदकशी कर गया
मैं इस तरह मर गया
कमजोर था अब मैं मजबूत हूँ
तब आदमी था मैं अब बहुत हो
सब घर से चलते थे झंडे लिए
गिरते सँभालते से झंडे लिए
उफ़ देश भगतो की वो टोलिया
सीने पे जिनके लगी गोलियां
मैं मोट से डर गया
मैं इस तरह मर गया
वो साये गुलामी से भी है बुरी
कहती है दुनिआ जिसे मुफ़ली सी
घर में जरूरत की चीज़े न थी
पतलूनें थी तो कमिजे न थी
हर फ़र्ज़ हर क़र्ज़ को छोड़ कर
दरिया पे मैं आ गया दौड़ कर
दुनिआ से दिल भर गया
मैं डूब कर मर गया
दुनिआ से दिल भर गया
मैं डूब कर मर गया
इस ग़म से छति मेरी फट गयी
ये तांग भी जंग में कट गयी
माँ का बहुत ही दुलारा था मैं
भाई बहिन का भी प्यारा था मैं
पर पेट भरते नहीं प्यार से
निकला मैं कुछ लेने बाजार से
तो वापस न मैं घर गया
मैं डूब कर मर गया.
Duniya Mein Jeene Ka Lyrics in English :
Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha
Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha
Marna bhala kisko manzur tha
Lekin main e dost majbur tha
Gori hukumat thi kale gulam
khat chhodke badshaho ke naam
Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya
Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya
Kamjor tha ab main majbut hu
Tab aadami tha main ab bhut hu
Sab ghar se chalte the jhande liye
Girte sambhalte se jhande liye
Uff desh bhagto ki wo toliya
Sine pe jinke lagi goliya
Main moat se dar gaya
Main is tarah mar gaya
Wo saye gulami se bhi hai buri
Kehti hai dunia jise mufali si
Ghar me jarurat ki cheeze na thi
Patlune thi to kamije na thi
Har farz har karz ko chhod kar
Dariya pe main aa gaya dhoud kar
Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya
Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya
Is gham se chhati meri fat gayi
Ye tang bhi jung me kat gayi
Maa ka bahut hi dulara tha main
Bhai behan ka bhi pyara tha main
Par pet bharte nahi pyar se
Nikala main kuchh lene bazar se
To vapas na main ghar gaya
Main dub kar mar gaya.