Dastan (1950)
Naam Tera Hai Zabaan Par Lyrics in Hindi. नाम तेरा है ज़बान पर song from Dastan 1950. This Movie Stars Suraiya, Raj Kapoor, Veena, Suresh, Al Nasir, Pratima Devi, Murad, S.N. Banerjee, Laxman, Surendra. Singer of Naam Tera Hai Zabaan Par is Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). Lyrics are written by Shakeel Badayuni Music is given by Naushad Ali
Song : Naam Tera Hai Zabaan Par
Movie (Album) : Dastan 1950
Star Cast Team : Suraiya, Raj Kapoor, Veena, Suresh, Al Nasir, Pratima Devi, Murad, S.N. Banerjee, Laxman, Surendra
Singer(s) : Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Music Director : Naushad Ali
Lyrics Written by : Shakeel Badayuni
Label : Saregama
Naam Tera Hai Zabaan Par Lyrics in Hindi Dastan 1950
Contents
Naam Tera Hai Zabaan Par Lyrics in Hindi :
हो हो हो हो
हो हो हो हो
नाम तेरा है ज़बान पर
याद तेरी दिल में है
जानेवाले अब तो आ जा
ज़िन्दगी मुश्किल में है
ज़िन्दगी मुश्किल में है
नाम तेरा है ज़बान पर
याद तेरी दिल में है
जानेवाले अब तो आ जा
ज़िन्दगी मुश्किल में है
ज़िन्दगी मुश्किल में है
दिल का जो अंजाम होना था
वही आखिर हुआ
चाँद अरमानों का मेरे
बदलियों में छुप गया
छुप गया
अब अँधेरा ही अँधेरा
प्यार की महफ़िल में है
जानेवाले अब तो आ जा
ज़िन्दगी मुश्किल में है
ज़िन्दगी मुश्किल में है
रह गयी
फ़रियाद बन कर
फ़रियाद बन कर
वो ख़ुशी की दास्ताँ
वो ख़ुशी की दास्ताँ
तेरे ग़म को दिल में ले कर
हम तो बैठे हैं यहां
हैं यहां
दिल के मालिक तू न जाने
कौन सी मंज़िल में है
जानेवाले अब तो आ जा
ज़िन्दगी मुश्किल में है
ज़िन्दगी मुश्किल में है.
Naam Tera Hai Zabaan Par Lyrics in English :
Ho ho ho ho
Ho ho ho ho
Naam tera hai zabaan par
Yaad teri dil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai
Naam teraa hai zabaan par
Yaad teri dil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai
Dil kaa jo anjaam hona tha
Wahi aakhir huaa
Chaand armaanon ka mere
Badliyon mein chhup gaya
Chhup gaya
Ab andhera hi andhera
Pyaar ki mehfil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai
Rah gayi, rah gayi
Fariyaad ban kar
Fariyaad ban kar
Wo khushi ki daastaan
Wo khushi ki daastaan
Tere gham ko dil mein le kar
Ham to baithe hain yahaan
Hain yahaan
Dil ke maalik tu na jaane
Kaun si manzil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai.