Libaas (1988)
Phir Kisi Shakh Ne Lyrics in Hindi. फिर किसी शाख ने song from Libaas 1988. This Movie Stars Shabana Azmi, Utpal Dutt, Naseeruddin Shah. Singer of Phir Kisi Shakh Ne is Lata Mangeshkar. Lyrics of this Movie Song is written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra) Music is given by Rahul Dev Burman
Contents
Song Details :
Song : Phir Kisi Shakh Ne
Movie (Album) : Libaas 1988
Star Cast Team : Shabana Azmi, Utpal Dutt, Naseeruddin Shah
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Song Music Director : Rahul Dev Burman
Lyrics Written by : Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Label : Saregama
Phir Kisi Shakh Ne Lyrics in Hindi Libaas 1988
Phir Kisi Shakh Ne Lyrics in Hindi :
फिर किसी शाख ने फेंकी छाओं
फिर किसी शाख ने हाथ हिलाया
फिर किसी मोड़ से उलझे पाँव
फिर किसी राह ने पास बुलाया
फिर किसी शाख ने फेंकी छाओं
फिर किसी शाख ने हाथ हिलाया
फिर किसी मोड़ से उलझे पाँव
फिर किसी मोड़ से उलझे पाँव
फिर किसी राह ने पास बुलाया
फिर किसी शाख ने फेंकी छाओं
फिर किसी शाख ने हाथ हिलाया
लब पे आता नहीं था नाम उनका
लब पे आता नहीं था नाम उनका
आज आया तोह बार बार आया
बेवजह बेकरार रहते थे
बेवजह आज फिर क़रार आया
फिर किसी शाख ने फेंकी छाओं
फिर किसी शाख ने हाथ हिलाया
हम तोह भुले हुए थे दिल को मगर
हम तोह भुले हुए थे दिल को मगर
दिल ने क्यों आज हमको याद किया
क्यूँ कुरेडा पुराना ज़ख्म उसने
क्यों किसी भूले ग़म को याद किया
फिर किसी शाख ने फेंकी छाओं
फिर किसी शाख ने हाथ हिलाया
फिर किसी मोड़ से उलझे पाँव
फिर किसी राह ने पास बुलाया.
Phir Kisi Shakh Ne Lyrics in English :
Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya
Phir kisi mod se uljhe paanv
Phir kisi raah ne paas bulaya
Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya
Phir kisi mod se uljhe paanv
Phir kisi mod se uljhe paanv
Phir kisi raah ne paas bulaya
Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya
Lab pe aata nahin tha naam unka
Lab pe aata nahin tha naam unka
Aaj aaya toh baar baar aaya
Bewajah beqraar rehte they
Bewajah aaj phir qaraar aaya
Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya
Hum toh bhule hue they dil ko magar
Hum toh bhule hue they dil ko magar
Dil ne kyun aaj humko yaad kiya
Kyun kureda purana zakhm usne
Kyun kisi bhule gham ko yaad kiya
Phir kisi shakh ne phenki chhaon
Phir kisi shakh ne haath hilaya
Phir kisi mod se uljhe paanv
Phir kisi raah ne paas bulaya.