फुल बगिया में भँवरे आये Phul Bagiya Mein Bhanware Aaye song Lyrics in Hindi

Zindagi Aur Khwab
Phul Bagiya Mein Bhanware Aaye Lyrics in Hindi. फुल बगिया में भँवरे आये song from Zindagi Aur Khwab. This Movie Stars Rajendra Kumar, Meena Kumari, Agha, Naaz, Jayant. Singer of Phul Bagiya Mein Bhanware Aaye is Mubarak Begum. Lyrics are written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) Music is given by Dattaram Wadkar

Song Details :

Song : Phul Bagiya Mein Bhanware Aaye
Movie (Album) : Zindagi Aur Khwab
Star Cast Team : Rajendra Kumar, Meena Kumari, Agha, Naaz, Jayant
Singer(s) : Mubarak Begum
Song Music Director : Dattaram Wadkar
Lyrics Written by : Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Label : Saregama

Phul Bagiya Mein Bhanware Aaye Lyrics in Hindi Zindagi Aur Khwab

Phul Bagiya Mein Bhanware Aaye Lyrics in Hindi :

फुल बगिया में भवरे आये
फुल बगिया में भवरे आये
अकेली चमेली घबराये
हाय रे अकेली चमेली घबराये

फुल बगिया में भवरे आये
फुल बगिया में भवरे आये
अकेली चमेली घबराये
हाय अकेली चमेली घबराये

बताइये जनाब प्यार करूं या न करो
अपनी उल्फ़त का मै इज़हार
करो या न करो
ए जी हुज़ूर ज़रा इतना फ़ैसला कर दे
किसी को मई गले का हार
करो या न करो
कोई रिश्ता नजर नहीं आये
कोई रिश्ता नजर नहीं आये
अकेली चमेली घबराये
हाय रे अकेली चमेली घबराये

Lyrics-in-hindi.com  चार दिन की चांदनी Char Din Ki Chandni song Lyrics in Hindi

करू किस किस से मई पहचान
बड़ी मुश्किल है
अभी दिल है मेरा नादाँ
बड़ी मुश्किल है
जिधर भी जाइये मिलते है
हज़ारो मजनू
और अकेली है मेरी जान
बड़ी मुश्किल है
हाय मेरी उलझन को कोण सुलझाये
मेरी उलझन को कोण सुलझाये
अकेली चमेली घबराये
हाय रे अकेली चमेली घबराये
फुल बगिया में भवरे आये
फुल बगिया में भवरे आये
अकेली चमेली घबराये
हाय अकेली चमेली घबराये.

Phul Bagiya Mein Bhanware Aaye Lyrics in English :

Phul bagiya mein bhwre aaye
Phul bagiya mein bhwre aaye
Akeli chameli ghabraye
Haye re akeli chameli ghabraye

Phul bagiya mein bhwre aaye
Phul bagiya mein bhwre aaye
Akeli chameli ghabraye
Haye akeli chameli ghabraye

Bataiye janab pyar karu ya na karu
Apni ulfat ka mai izhar
Karu ya na karu
Aye ji huzur jara itna faisla kar de
Kisi ko mai gale ka har
Karu ya na karu
Koi rashta najar nahi aaye
Koi rashta najar nahi aaye
Akeli chameli ghabraye
Haye re akeli chameli ghabraye

Karu kis kis se mai pahchan
Badi mushkil hai
Abhi dil hai mera nadan
Badi mushkil hai
Jidhar bhi jaiye milte hai
Hazaro majnu
Or akeli hai meri jan
Badi mushkil hai
Haye meri uljhan ko kon suljhaye
Meri uljhan ko kon suljhaye
Akeli chameli ghabraye
Haye re akeli chameli ghabraye
Phul bagiya mein bhwre aaye
Phul bagiya mein bhwre aaye
Akeli chameli ghabraye
Haye akeli chameli ghabraye.

Lyrics-in-hindi.com  पागल पागल छोरा Pagal Pagal Chhora song Lyrics in Hindi
All Songs From the Movie Zindagi Aur Khwab

Leave a Comment