Bilwamangal
Hum Ishq Ke Maaron Ko Lyrics in Hindi. हम इश्क़ के मारों को song from Bilwamangal. This Movie Stars Ulhas, Suraiya, Asha Mathur, C. H. Atma, Nirupa Roy. Singer of Hum Ishq Ke Maaron Ko is Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). Lyrics of this Movie Song is written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) Music is given by Bulo C. Rani
Contents
Song Details :
Song : Hum Ishq Ke Maaron Ko
Movie (Album) : Bilwamangal
Star Cast Team : Ulhas, Suraiya, Asha Mathur, C. H. Atma, Nirupa Roy
Singer(s) : Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Music Director : Bulo C. Rani
Lyrics Written by : Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Label : Saregama
Hum Ishq Ke Maaron Ko Lyrics in Hindi Bilwamangal
Hum Ishq Ke Maaron Ko Lyrics in Hindi :
हम इश्क़ के मारों को
दो दिल तोह दिए होते
हम ने ना कभी
उनके एहसान लिए होते
इक दिल जो कभी रोता
दूजे से बहल जाते
आहें ना भरी होती
शिकवे ना किये होते
आते की न आते वह
परवाह किसे होती
फुरकत में किसी के न
मर मर के जिए होते.
Hum Ishq Ke Maaron Ko Lyrics in English :
Hum ishq ke maaron ko
Do dil toh diye hote
Ham ne naa kabhi
Unake ehsan liye hote
Ik dil jo kabhee rota,
Duje se bahal jate
Aahe naa bhari hoti,
Shikawe naa kiye hote
Aate ki na aate woh,
Parwah kise hoti
Phurkat mein kisi ke na,
Mar mar ke jiye hote.