Naach Ghar
Is Dil Se Teri Yaad Lyrics in Hindi. इस दिल से तेरी याद song from Naach Ghar. This Movie Stars Ashok Kumar, Anoop Kumar, Shubha Khote, Gopi Krishna, Helen, Kamla Laxman, Iftekhar. Singer of Is Dil Se Teri Yaad is Mohammed Rafi. Lyrics Of this Movie is written by Sahir Ludhianvi Music is given by Datta Naik
Contents
Song Details :
Song : Is Dil Se Teri Yaad
Movie (Album) : Naach Ghar
Star Cast Team : Ashok Kumar, Anoop Kumar, Shubha Khote, Gopi Krishna, Helen, Kamla Laxman, Iftekhar
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Datta Naik
Lyrics Written by : Sahir Ludhianvi
Label : Saregama
Is Dil Se Teri Yaad Lyrics in Hindi Naach Ghar
Is Dil Se Teri Yaad Lyrics in Hindi :
इस दिल से तेरी याद भुलाई नही जाती
इस दिल से तेरी याद भुलाई नही जाती
ये प्यार की दौलत है
ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ आईई
ये प्यार की दौलत है लुटाई नहीं जाती
इस दिल से तेरी याद भुलाई नही जाती
मर मर के बनायी है
जो तस्वीर-इ-मुहब्बत
मर मर के बनायी है
जो तस्वीर-इ-मुहब्बत
अब अपने ही हाथों से मिठाई नहीं जाती
इस दिल से तेरी याद भुलाई नही जाती
ले जाएँ ज़माने में कहाँ दिल की लगी को
ले जाएँ ज़माने में कहाँ दिल की लगी को
अश्क़ों से तो ये आग बुझाई नहीं जाती
इस दिल से तेरी याद भुलाई नही जाती
किस दिल से ये कहते हो
तुम्हें दिल से भुला दूँ
तुम्हें दिल से भुला दूँ
हर रोज़ तो ये दुनिया बसाई नहीं जाती
इस दिल से तेरी याद भुलाई नही जाती
ये प्यार की दौलत है
ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ आईई
ये प्यार की दौलत है लुटाई नहीं जाती
इस दिल से तेरी याद भुलाई नही जाती.
Is Dil Se Teri Yaad Lyrics in English :
Is dil se teri yaad bhulaayi nahi jaati
Is dil se teri yaad bhulaayi nahi jaati
Ye pyaar ki daulat hai
Ae ae ae ae ae ae aeeee
Ye pyaar ki daulat hai lutaayi nahi jaati
Is dil se teri yaad bhulaayi nahi jaati
Mar mar ke banaayi hai
Jo tasweer-e-muhabbat
Mar mar ke banaayi hai
Jo tasweer-e-muhabbat
Ab apne hi haathon se mitaayi nahi jaati
Is dil se teri yaad bhulaayi nahi jaati
Le jaayen zamaane mein kahaan dil ki lagi ko
Le jaayen zamaane mein kahaan dil ki lagi ko
Ashqon se to ye aag bujhaayi nahi jaati
Is dil se teri yaad bhulaayi nahi jaati
Kis dil se ye kehte ho
Tumhen dil se bhulaa doon
Tumhen dil se bhulaa doon
Har roz to ye duniyaa basaayi nahi jaati
Is dil se teri yaad bhulaayi nahi jaati
Ye pyaar ki daulat hai
Ae ae ae ae ae ae aeeee
Ye pyaar ki daulat hai lutaayi nahi jaati
Is dil se teri yaad bhulaayi nahi jaati.