इतना भी बेकसों Itna Bhi Bekaso song Lyrics in Hindi

Bholi
Itna Bhi Bekaso Lyrics in Hindi. इतना भी बेकसों song from Bholi. This Movie Stars Prem Abeed, Geeta Bali, Nawab, Khatoon, Shashikala, Gope, Jeevan. Singer of Itna Bhi Bekaso is Lata Mangeshkar. Lyrics are written by Ishwar Chandra Kapoor Music is given by Govind Ram

Song Details :

Song : Itna Bhi Bekaso
Movie (Album) : Bholi
Star Cast Team : Prem Abeed, Geeta Bali, Nawab, Khatoon, Shashikala, Gope, Jeevan
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Song Music Director : Govind Ram
Lyrics Written by : Ishwar Chandra Kapoor
Label : Columbia Records

Itna Bhi Bekaso Lyrics in Hindi Bholi

Itna Bhi Bekaso Lyrics in Hindi :

इतना भी बेकसों को
ना आसमान सताए
इतना भी बेकसों को
ना आसमान सताए
के दिल का दर्द लैब
के दिल का दर्द लैब
पे फरियाद बन के आये
इतना भी बेकसों को ना

जो कुछ था पास अपने
वह हम लुटा चुके हैं
अपने ही हाथों अपनी
हस्ती मिटा चुके हैं
उजड़े हुए चमन
में अब क्या बहार आये
उजड़े हुए चमन
में अब क्या बहार आये
इतना भी बेकसों को
ना आसमान सताए

Lyrics-in-hindi.com  मुझे कितना प्यार है तुमसे Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse song Lyrics in Hindi

क्या शान है शमा की
परवाने को जलना
परवानो को जला कर
शमा भी जलती जाये
परवानो को जला कर
शमा भी जलती जाये
इतना भी बेकसों को
ना आसमान सताए
इतना भी बेकसों को ना.

Itna Bhi Bekaso Lyrics in English :

Itna bhi bekaso ko
Naa aasman sataye
Itna bhi bekaso ko
Naa aasman sataye
Ke dil kaa dard lab
Ke dil kaa dard lab
Pe fariyad ban ke aaye
Itna bhi bekaso ko naa

Jo kuchh tha paas apne
Wah hum luta chuke hain
Apne hi hatho apni
Hasti mita chuke hain
Ujade huye chaman
Mein ab kya bahar aaye
Ujade huye chaman
Mein ab kya bahar aaye
Itna bhi bekaso ko
Naa aasman sataye

Kya shan hai shama ki
Paravano ko jalana
Paravano ko jala kar
Shama bhi jalati jaye
Paravano ko jala kar
Shama bhi jalati jaye
Itna bhi bekaso ko
Naa aasman sataye
Itna bhi bekaso ko naa.

All Songs From the Movie Bholi

Music Video of this Song

Leave a Comment