जब बैठे बैठे दिल भर आये Jab Baithe Baithe Dil Bhar Aaye song Lyrics in Hindi

Dak Bangla
Jab Baithe Baithe Dil Bhar Aaye Lyrics in Hindi. जब बैठे बैठे दिल भर आये song from Dak Bangla. This Movie Stars Wasti, Suraiya, Gope, Ismail, Kamal Kapoor. Singer of Jab Baithe Baithe Dil Bhar Aaye is Mohammed Rafi. Lyrics of this Movie Song is written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) Music is given by Naresh Bhattacharya

Song Details :

Song : Jab Baithe Baithe Dil Bhar Aaye
Movie (Album) : Dak Bangla
Star Cast Team : Wasti, Suraiya, Gope, Ismail, Kamal Kapoor
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Naresh Bhattacharya
Lyrics Written by : Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Label : Saregama

Jab Baithe Baithe Dil Bhar Aaye Lyrics in Hindi Dak Bangla

Jab Baithe Baithe Dil Bhar Aaye Lyrics in Hindi :

जब बैठे बैठे दिल भर आये
और लैब से निकले हाय हाय
तो ये जान लो किसी से
प्यार हो गया
जब बैठे बैठे दिल भर आये
और लैब से निकले हाय हाय
तो ये जान लो किसी से
प्यार हो गया

Lyrics-in-hindi.com  जम जम रहे मेहरबान Jam Jam Rahe Meharbaan song Lyrics in Hindi

जब याद किसी की तड़पाने लगे
तड़पाने लगे
और दिल में कोई बल खाने लगे
बल खाने लगे
जब अपना पराया समझने लगे
जब अपना पराया समझने लगे
जब किसी की बात नहीं भाये
जब किसी की बात नहीं भाये
और लैब से निकले हाय हाय
तो ये जान लो किसी से
प्यार हो गया

जब आँखों में
जब आँखों में
उदासी की घटायें हो
जब आँखों में
जब आँखों में
उदासी की घटायें हो
अम्बुवा पे कोयल की सदाएं हों
अम्बुवा पे कोयल की सदाएं हों
सुन सुन के सदाएँ
सुन सुन के सदाएँ
जब दोनों नैन भर आये हों
सुन सुन के सदाएँ
जब दोनों नैन भर आये हों
दिल धड़क धड़क बैठा जाए
दिल धड़क धड़क बैठा जाए
और लैब से निकले हाय हाय
तो ये जान लो किसी से
प्यार हो गया

जब बैठे बैठे दिल भर आये
और लैब से निकले हाय हाय
तो ये जान लो किसी से प्यार हो गया
जब बैठे बैठे दिल भर आये
और लैब से निकले हाय हाय
तो ये जान लो किसी से प्यार हो गया.

Jab Baithe Baithe Dil Bhar Aaye Lyrics in English :

Jab baithe baithe dil bhar aaye
Aur lab se nikle haay haay
To ye jaan lo kisi se
Pyaar ho gaya
Jab baithe baithe dil bhar aaye
Aur lab se nikle haay haay
To ye jaan lo kisi se
Pyaar ho gaya

Lyrics-in-hindi.com  बैद के पल्ले पड़े Baid Ke Palle Pade song Lyrics in Hindi

Jab yaad kisi ki tadpaane lage
Tadpaane lage
Aur dil mein koi bal khaane lage
Bal khaane lage
Jab apna paraaya samjhaane lage
Jab apna paraaya samjhaane lage
Jab kisi ki baat nahin bhaaye
Jab kisi ki baat nahin bhaaye
Aur lab se nikle haay haay
To ye jaan lo kisi se
Pyaar ho gaya

Jab aankhon mein
Jab aankhon mein
Udaasi ki ghataayein ho
Jab aankhon mein
Jab aankhon mein
Udaasi ki ghataayein ho
Ambuwaa pe koyal ki sadaayein hon
Ambuwaa pe koyal ki sadaayein hon
Sun sun ke sadaayein
Sun sun ke sadaayein
Jab donon nain bhar aaye hon
Sun sun ke sadaayen
Jab donon nain bhar aaye hon
Dil dhadak dhadak baitha jaaye
Dil dhadak dhadak baitha jaaye
Aur lab se nikle haay haay
To ye jaan lo kisi se
Pyaar ho gaya

Jab baithe baithe dil bhar aaye
Aur lab se nikle haay haay
To ye jaan lo kisi se pyaar ho gaya
Jab baithe baithe dil bhar aaye
Aur lab se nikle haay haay
To ye jaan lo kisi se pyaar ho gaya.

All Songs From the Movie Dak Bangla

Music Video of this Song

Leave a Comment