Baghi
Kahin Bin Aag Jaley Lyrics in Hindi. कहीं बिन आग जली song from Baghi. This Movie Stars Ranjan, Naseem Banu, Pran, Mukri, Anwar Hussain, Shammi, B.M. Vyas. Singer of Kahin Bin Aag Jaley is Lata Mangeshkar. Lyrics are written by Majrooh Sultanpuri Music is given by Madan Mohan Kohli
Contents
Song Details :
Song : Kahin Bin Aag Jaley
Movie (Album) : Baghi
Star Cast Team : Ranjan, Naseem Banu, Pran, Mukri, Anwar Hussain, Shammi, B.M. Vyas
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Song Music Director : Madan Mohan Kohli
Lyrics Written by : Majrooh Sultanpuri
Label : Saregama
Kahin Bin Aag Jaley Lyrics in Hindi Baghi
Kahin Bin Aag Jaley Lyrics in Hindi :
कहीं बिन आग जले न परवाना
कहीं बिन आग जले न परवाना
जाने न दीवाना
दीवाना दीवाना
लगी को बुझाना
बुझाना बुझाना
कहीं बिन आग जले न परवाना
कहीं बिन आग जले न परवाना
मिली जो निगाहे
मचल गए लाखों
इसी ठंडी आग में
जल गए लाखों
मिली जो निगाहे
मचल गए लाखों
इसी ठंडी आग में
जल गए लाखों
भीगी भीगी रातें
नज़ारा है सुहाना
नज़ारा है सुहाना
नज़ारा है सुहाना
कहीं बिन आग जले न परवाना
कहीं बिन आग जले न परवाना
बाख के संभल के
जवानी है दीवानी
समझो तो ये है
बस उसकी कहानी
बाख के संभल के
जवानी है दीवानी
समझो तो ये है
बस उसकी कहानी
मारने का अरमान
ये जीने का ज़माना
ये जीने का ज़माना
ये जीने का ज़माना
कहीं बिन आग जले न परवाना
कहीं बिन आग जले न परवाना
जाने न दीवाना
दीवाना दीवाना
लगी को बुझाना
बुझाना बुझाना
कहीं बिन आग जले न परवाना
कहीं बिन आग जले न परवाना.
Kahin Bin Aag Jaley Lyrics in English :
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Jaane na deewaana
Deewaana deewaana
Lagi ko bujhaana
Bujhaana bujhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Milee jo nigaahen
Machal gaye laakhon
Isi thhandi aag mein
Jal gaye laakhon
Milee jo nigaahen
Machal gaye laakhon
Isi thhandi aag mein
Jal gaye laakhon
Bheegi bheegi raaten
Nazaara hai suhaana
Nazaara hai suhaana
Nazaara hai suhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Bach ke sambhal ke
Jawaani hai deewaani
Samjho to ye hai
Bas uski kahaani
Bach ke sambhal ke
Jawaani hai deewaani
Samjho to ye hai
Bas uski kahaani
Marne ka armaan
Ye jeene ka zamaana
Ye jeene ka zamaana
Ye jeene ka zamaana
Kahin bin aag jale na parwaana
Kahin bin aag jale na parwaana
Jaane na deewaana
Deewaana deewaana
Lagi ko bujhaana
Bujhaana bujhaana
Kahin bin aag jaley na parwaana
Kahin bin aag jaley na parwaana.