कोई आता कोई जाता है Koi Aata Koi Jaata Hai song Lyrics in Hindi

Naya Kadam
Koi Aata Koi Jaata Hai Lyrics in Hindi. कोई आता कोई जाता है song from Naya Kadam. This Movie Stars Balraj Sahni, Nazir Hasain, Lalita Pawar, Bhagwan, Roopmala, Daisy Irani. Singer of Koi Aata Koi Jaata Hai is Mohammed Rafi. Lyrics Of this Movie is written by S.P. Kalla Music is given by Narayan Dutt

Song Details :

Song : Koi Aata Koi Jaata Hai
Movie (Album) : Naya Kadam
Star Cast Team : Balraj Sahni, Nazir Hasain, Lalita Pawar, Bhagwan, Roopmala, Daisy Irani
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Narayan Dutt
Lyrics Written by : S.P. Kalla
Label : Saregama

Koi Aata Koi Jaata Hai Lyrics in Hindi Naya Kadam

Koi Aata Koi Jaata Hai Lyrics in Hindi :

छोड़ दे मन के भेद भाव को
तोड़ दे झूट की चार दिवारी
जनम मरण के एक तार से
बंधी हुई यह दुनिया सारी

कोई आता कोई जाता है
कोई आता कोई जाता है
सुख दुःख दोनों पाऊँ पर
संसार यह चलता जाता है
कोई आता कोई जाता है

एक डगर के हम सब राही
हर भरे लोगो की दुनिया
बस्ती है कब नायरी
जाने फिर क्यों मन का पंछी
माया फस जाता है
कोई आता कोई जाता है
कोई आता कोई जाता है

Lyrics-in-hindi.com  तेरे नैन Tere Nain song Lyrics in Hindi

भूखे को रोटी दे अपनी
खुद भूखे सो जाए
और का दुःख अपना समझे
वो इंसान कहाये
जो मतलब से लिए जिए
वो जीते जी मर जाता है
कोई आता कोई जाता है
कोई आता कोई जाता है.

Koi Aata Koi Jaata Hai Lyrics in English :

Chhod de man ke bhed bhaav ko
Tod de jhoot ki chaar deewari
Janam maran ke ek taar se
Bandhi hui yeh duniya saari

Koi aata koi jaata hai
Koi aata koi jaata hai
Sukh dukh dono paaon par
Sansaar yeh chalta jaata hai
Koi aata koi jaata hai

Ek dagar ke ham sab raahi
Har bhare logo ki duniya
Basti hai kab naayri
Jaane phir kyun man ka panchhi
Maya phas jaata hai
Koi aata koi jaata hai
Koi aata koi jaata hai

Bhooke ko roti de apni
Khud bhooka so jaaye
Aur ka dukh apna samjhe
Wo insaan kahaye
Jo matlab se liye jiye
Wo jeete jee mar jaata hai
Koi aata koi jaata hai
Koi aata koi jaata hai.

All Songs From the Movie Naya Kadam

Music Video of this Song

Leave a Comment