Duniya (1984)
Main Aur Meri Awargi Lyrics in Hindi. मैं और मेरी आवारगी song from Duniya 1984. This Movie Stars Rishi Kapoor, Dilip Kumar, Saira Banu, Amrita Singh. Singer of Main Aur Meri Awargi is Kishore Kumar. Lyrics of this Movie Song is written by Javed Akhtar Music is given by Rahul Dev Burman
Contents
Song Details :
Song : Main Aur Meri Awargi
Movie (Album) : Duniya 1984
Star Cast Team : Rishi Kapoor, Dilip Kumar, Saira Banu, Amrita Singh
Singer(s) : Kishore Kumar
Song Music Director : Rahul Dev Burman
Lyrics Written by : Javed Akhtar
Label : Universal Music
Main Aur Meri Awargi Lyrics in Hindi Duniya 1984
Main Aur Meri Awargi Lyrics in Hindi :
फिरते है कब से दरबदर
अब इस नगर अब उस नगर
एक दूसरे के हमसफ़र
मैं और मेरी आवारगी
न ास न हर रहगुजर
न मेहरबा सबकी नजर
जाये तो अब जाये किधर
मैं और मेरी आवारगी
फिरते है कब से दरबदर
अब इस नगर अब उस नगर
एक दिन मिली एक माहजबीं
तन भी हसि जान भी हसि
दिल ने कहा हमसे वही
ख्वाबो की है मंजिल यहीं
ख्वाबो की है मंजिल यहीं
फिर यूँ हवा वो खो गयी
फिर मुझको जिद्द सी हो गयी
लाएँगे उसको ढूंढ कर
मैं और मेरी आवारगी
फिरते है कब से दरबदर
अब इस नगर अब उस नगर
ये दिल ही था जो सह गया
जो बात ऐसी कह गया
कहने को फिर क्या रह गया
अश्को का दरिया बह गया
अश्को का दरिया बह गया
जब कह के वो दिलबर गया
तेरे लिए मैं मर गया
रट है उसको रात भर
मैं और मेरी आवारगी
फिरते है कब से दरबदर
अब इस नगर अब उस नगर
हम भी कभी आबाद थे
ऐसे कहा बर्बाद थे
बेफिक्र थे आज़ाद थे
मशुर थे दिलसाद थे
मशुर थे दिलसाद थे
वो चल ऐसी चल गया
हम बुझ गए दिल जल गया
निकले जलके अपना घर
मैं और मेरी आवारगी
फिरते है कब से दरबदर
अब इस नगर अब उस नगर
एक दूसरे के हमसफ़र
मैं और मेरी आवारगी
न ास न हर रहगुजर
न मेहरबा सबकी नजर
जाये तो अब जाये किधर
मैं और मेरी आवारगी
फिरते है कब से दरबदर
अब इस नगर अब उस नगर.
Main Aur Meri Awargi Lyrics in English :
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Ek dusre ke humsafar
Main aur meri awargi
Na aas na har rehgujar
Na meharba sabki najar
Jaye to ab jaye kidhar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Ek din mili ek mahjabi
Tan bhi hasi jaan bhi hasi
Dil ne kaha hamse wahi
Khwabo ki hai manjil yahin
Khwabo ki hai manjil yahin
Phir yun hawa wo kho gayi
Phir mujhko jidd si ho gayi
Layenge usko dhund kar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Ye dil hi tha jo sah gaya
Jo baat aisi kah gaya
Kahne ko fir kya rah gaya
Ashko ka dariya bah gaya
Ashko ka dariya bah gaya
Jab kah ke wo dilbar gaya
Tere liye mai mar gaya
Rote hai usko rat bhar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Hum bhi kabhi abad the
Aise kaha barbad the
Befikar the azad the
Mashur the dilsad the
Mashur the dilsad the
Wo chal aisi chal gaya
Hum bujh gaye dil jal gaya
Nikle jalake apna ghar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Ek dusre ke humsafar
Main aur meri awargi
Na aas na har rehgujar
Na meharba sabki najar
Jaye to ab jaye kidhar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar.