Love And God (1986)
Main Baitha Hoon Raho Mein Lyrics in Hindi. मैं बैठा हूँ रहो में song from Love And God 1986. This Movie Stars Sanjeev Kumar, Nimmi, Pran, Jayant, Amjad Khan. Singer of Main Baitha Hoon Raho Mein is Mohammed Rafi. Lyrics of this Movie Song is written by Khumar Barabankvi Music is given by Naushad Ali
Contents
Song Details :
Song : Main Baitha Hoon Raho Mein
Movie (Album) : Love And God 1986
Star Cast Team : Sanjeev Kumar, Nimmi, Pran, Jayant, Amjad Khan
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Naushad Ali
Lyrics Written by : Khumar Barabankvi
Label : Saregama
Main Baitha Hoon Raho Mein Lyrics in Hindi Love And God 1986
Main Baitha Hoon Raho Mein Lyrics in Hindi :
या हबीबी या हबीबी या हबीबी
मैं बैठा हूँ
रहो में आँखे बिछाए
फरिस्ते मसर्रत का पैगाम लाये
मोहब्बत चले हैं
मोहब्बत से मिलने
कहो मौत से
ज़िन्दगी बनके आये
तमन्ना थी जिसकी
वो दिन आ गया हैं
मेरे साजे
दिल की यही अब सदा हैं
मोहब्बत खुदा हैं
मोहब्बत खुदा हैं
मोहब्बत खुदा हैं
मोहब्बत खुदा हैं
कहु क्या मोहब्बत में
मैं क्या पाया
उमीदो से भी
सिवा मैंने पाया
खुदी की हाडे
मिल गयी बेख़ुदी से
तेरी आरज़ू में
खुदा मैंने पाया
खुदा मैंने पाया
जिधर देखता हूँ
तेरा सामना हैं
मेरे साजे
दिल की यही अब सदा हैं
मोहब्बत खुदा हैं
मोहब्बत खुदा हैं
मोहब्बत खुदा हैं
मोहब्बत खुदा हैं.
Main Baitha Hoon Raho Mein Lyrics in English :
Ya habibi ya habibi ya habibi
Main baitha hoon
Raho mein aankhe bichhaye
Fariste masarat ka paygam laye
Mohabbat chale hain
Mohabbat se milne
Kaho maut se
Zindagi banke aaye
Tamanna thi jiski
Wo din aa gaya hain
Mere saaze
Dil ki yahi ab sada hain
Mohabbat khuda hain
Mohabbat khuda hain
Mohabbat khuda hain
Mohabbat khuda hain
Kahu kya mohabbat mein
Main kya paya
Umido se bhi
Siwa meine paya
Khudi ki hade
Mil gayi bekhudi se
Teri aarazu mein
Khuda meine paya
Khuda meine paya
Zidhar dekata hoon
Tera samana hain
Mere saaze
Dil ki yahi ab sada hain
Mohabbat khuda hain
Mohabbat khuda hain
Mohabbat khuda hain
Mohabbat khuda hain.