Baby (2015)
Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics in Hindi. मैं तुझसे प्यार नहीं करता song from Baby 2015. This Movie Stars Akshay Kumar, Taapsee Pannu, Rana Daggubati, Anupam Kher, Madhurima Tuli, Danny Denzongpa, Kay Kay Menon, Sushant Singh, Mikaal Zulfiqar, Rasheed Naz. Singer of Main Tujhse Pyaar Nahin Karta is Angaraag Mahanta (Papon). Lyrics of this Movie Song is written by Manoj Muntashir Music is given by M. M. Keeravani
Contents
Song Details :
Song : Main Tujhse Pyaar Nahin Karta
Movie (Album) : Baby 2015
Star Cast Team : Akshay Kumar, Taapsee Pannu, Rana Daggubati, Anupam Kher, Madhurima Tuli, Danny Denzongpa, Kay Kay Menon, Sushant Singh, Mikaal Zulfiqar, Rasheed Naz
Singer(s) : Angaraag Mahanta (Papon)
Song Music Director : M. M. Keeravani
Lyrics Written by : Manoj Muntashir
Label : T-Series
Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics in Hindi Baby 2015
Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics in Hindi :
मैं तुझसे प्यार नहीं करता
मैं तुझसे प्यार नहीं करता
पर कोई ऐसी शाम नहीं
जब मैं अपनी तन्हाई में
तेरा इंतज़ार नहीं करता
मैं तुझसे प्यार नहीं करता
दिल से ये कहता रहता हूँ
पर तेरी साँसों में छुप के
मैं साँसें लेता रहता हूँ
इस से इंकार नहीं करता
मैं तुझसे प्यार नहीं करता
मुझे कुछ भी याद नहीं रहता
कब दिन डूबा
अभी कल की बात है
पहरों तक मेरी दीवारों से बात हुई
जो होश ज़रा सा बाक़ी है
लगता है खोने वाला हूँ
अफवाह उड़ी है यारों में
मैं पागल होने वाला हूँ
मैं तुझसे प्यार नहीं करता
मैं तुझसे प्यार नहीं करता
मैं तुझसे प्यार नहीं करता
पर ऐसा कोई दिन है क्या?
जब याद तुझे तेरी बातों को
सौ-सौ बार नहीं करता
सौ-सौ बार नहीं करता.
Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics in English :
Main tujhse pyar nahi karta
Main tujhse pyar nahi karta
Par koi aisi sham nahin
Jab main apni tanhai mein
Tera intezar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Dil se ye kehta rehta hoon
Par teri saanson mein chhup ke
Main saansein leta rehta hoon
Is se inkaar nahin karta
Main tujhse pyaar nahin karta
Mujhe kuch bhi yaad nahi rehta
Kab din dooba, kab raat hui
Abhi kal ki baat hai
Pehron tak meri deewaaron se baat hui
Jo hosh zaraa sa baaqi hai
Lagta hai khone waala hoon
Afwaah udi hai yaaron mein
Main paagal hone waala hoon
Main tujhse pyaar nahin karta
Main tujhse pyaar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta
Par aisa koi din hai kya?
Jab yaad tuje teri baaton ko
Sau-sau baar nahi karta
Sau-sau baar nahi karta.