Baazigar (1993)
Samajh Kar Chand Jis Ko Lyrics in Hindi. समझ कर चाँद जिस को song from Baazigar 1993. This Movie Stars Shahrukh Khan, Kajol, Siddharth Ray, Shilpa Shetty, Rakhee. Singer of Samajh Kar Chand Jis Ko is Alka Yagnik, Vinod Rathod. Lyrics of this Movie Song is written by Zameer Kazmi Music is given by Anu Malik
Contents
Song Details :
Song : Samajh Kar Chand Jis Ko
Movie (Album) : Baazigar 1993
Star Cast Team : Shahrukh Khan, Kajol, Siddharth Ray, Shilpa Shetty, Rakhee
Singer(s) : Alka Yagnik, Vinod Rathod
Song Music Director : Anu Malik
Lyrics Written by : Zameer Kazmi
Label : Venus Music
Samajh Kar Chand Jis Ko Lyrics in Hindi Baazigar 1993
Samajh Kar Chand Jis Ko Lyrics in Hindi :
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
मेरे मेहबूब की टूटी हुई
चूड़ी का टुकड़ा है
मेरे मेहबूब की टूटी हुई
चूड़ी का टुकड़ा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
मेरी नज़रों से देखो तोह
वह मेरे दिल का टुकड़ा है
मेरी नज़रों से देखो तोह
वह मेरे दिल का टुकड़ा है
तेरे मेहंदी लगे हाथों
में जब हदी खनकती है
तोह इस गोरी कलाई में
यह दिल बनके धड़कती है
यह दिल बनके धड़कती है
यह दिल बनके धड़कती है
यह चूड़ी आशिक़ों को
प्यार के नगमे सुनती है
सुहानी रात की खामोशियों
में हीर गाती है
यह चूड़ी हीर गाती है
यह चूड़ी हीर गाती है
ज़मीन पर जो उतर आया
यह वह जन्नत का नगमा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
मेरे मेहबूब की टूटी हुई
चूड़ी का टुकड़ा है
मेरी नज़रों से देखो तोह
वह मेरे दिल का टुकड़ा है
मेरे मेहबूब जैसा इस
ज़माने मेंनही कोई
दिया लेके भी ढूँढो
तोह नहीं ऐसा हसि कोई
नहीं ऐसा हसि कोई
नहीं ऐसा हसि कोई
कभी टूटे से टूटे
न हमारे प्यार की डोरी
तेरी चाहत भी बस
मेरे लिए अनमोल है गोरी
बड़ी अनमोल है गोरी
बड़ी अनमोल है गोरी
जुदा हम तुम नहीं होंगे
हमारा तुमसे वादा है
समझकर चाँद जिसको
आसमान ने दिल में रखा है
मेरी नज़रों से देखो तोह
वह मेरे दिल का टुकड़ा है
मेरे मेहबूब की टूटी हुई
चूड़ी का टुकड़ा है.
Samajh Kar Chand Jis Ko Lyrics in English :
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Mere mehboob ki tooti hui
Chudi ka tukda hai
Mere mehboob ki tooti hui
Chudi ka tukda hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Meri nazron se dekho toh
Woh mere dil ka tukda hai
Meri nazron se dekho toh
Woh mere dil ka tukda hai
Tere mehandi lage haathon
Mein jab hudi khanakti hai
Toh iss gori kalaai mein
Yeh dil banke dhadakti hai
Yeh dil banke dhadakti hai
Yeh dil banke dhadakti hai
Yeh chudi aashiqon ko
Pyar ke nagme sunati hai
Suhani raat ki khamoshiyo
Mein heer gaati hai
Yeh chudi heer gaati hai
Yeh chudi heer gaati hai
Zameen par jo utar aaya
Yeh woh jannat ka nagma hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Mere mehboob ki tooti hui
Chudi ka tukda hai
Meri nazron se dekho toh
Woh mere dil ka tukda hai
Mere mehboob jaisa iss
Zamaane meinnahi koi
Diya leke bhi dhundo
Toh nahi aaisa hasi koi
Nahi aaisa hasi koi
Nahi aaisa hasi koi
Kabhi tuute se tuute
Na hamare pyar ki dori
Teri chahat bhi bas
Mere liye anmol hai gori
Badi anmol hai gori
Badi anmol hai gori
Juda hum tum nahi honge
Humara tumse waada hai
Samajhkar chaand jisko
Aasmaan ne dil mein rakha hai
Meri nazron se dekho toh
Woh mere dil ka tukda hai
Mere mehboob ki tooti hui
Chudi ka tukda hai.