तेरे ख्याल की Tere Khayal Ki song Lyrics in Hindi

Leela (2002)
Tere Khayal Ki Lyrics in Hindi. तेरे ख्याल की song from Leela 2002. This Movie Stars Dimple Kapadia, Deepti Naval, Vinod Khanna. Singer of Tere Khayal Ki is Jagjit Singh. Lyrics of this Movie Song is written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra) Music is given by Jagjit Singh

Song Details :

Song : Tere Khayal Ki
Movie (Album) : Leela 2002
Star Cast Team : Dimple Kapadia, Deepti Naval, Vinod Khanna
Singer(s) : Jagjit Singh
Song Music Director : Jagjit Singh
Lyrics Written by : Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Label : SaReGaMa

Tere Khayal Ki Lyrics in Hindi Leela 2002

Tere Khayal Ki Lyrics in Hindi :

खुमार ए ग़म है महेक्ति
फ़िज़ा में जीते हैं
खुमार ए ग़म है महेक्ति
फ़िज़ा में जीते हैं
तेरे ख़याल की ाब-ो-हवा
में जीते ऐन
खुमार-इ-ग़म है महेक्ति
फ़िज़ा में जीते हैं

बड़े इतफाक से मिलते
हैं मिलने वाले मुझे
बड़े इतफाक से मिलते
हैं मिलने वाले मुझे
वह मेरे दोस्त है तेरी
वफ़ा में जीते हैं
तेरे ख़याल की आब ओ
हवा में जीते हैं
खुमार ए ग़म है महेक्ति
फ़िज़ा में जीते हैं

Lyrics-in-hindi.com  एक तरफ है यह ज़माना Ek Taraf Hai Yeh Zamana song Lyrics in Hindi

फिराकब ए यार में साँसों
को रोक के रखते हैं
फिराकब ए यार में साँसों
को रोक के रखते हैं
हरेक लम्हा गुज़रती
क़ज़ा में जीते हैं
तेरे ख़याल की आब ओ
हवा में जीते हैं
खुमार ए ग़म है महेक्ति
फ़िज़ा में जीते हैं

न बात पूरी हुइ
थी के रात टूट गयी
न बात पूरी हुइ
थी के रात टूट गयी
अधूरे ख्वाब की आधी
सजा में जीते हैं
तेरे ख़याल की आब ओ
हवा में जीते हैं
खुमार ए ग़म है महेक्ति
फ़िज़ा में जीते हैं

तुम्हारी बातों में
कोई मसीहा बसता है
तुम्हारी बातों में
कोई मसीहा बसता है
हसीं लबों से बरसती
षभा में जीते हैं
तेरे ख़याल की आब ओ
हवा में जीते हैं
खुमार ए ग़म है महेक्ति
फ़िज़ा में जीते हैं
तेरे ख़याल की आब ओ
हवा में जीते हैं.

Tere Khayal Ki Lyrics in English :

Khumaar e gham hai mahekti
Fiza mein jeete hain
Khumaar e gham hai mahekti
Fiza mein jeete hain
Tere khayaal ki aab-o-hawa
Mein jeete ain
Khumaar-e-gham hai mahekti
Fiza mein jeete hain

Bade itafaak se milte
Hain milne waale mujhe
Bade itafaak se milte
Hain milne waale mujhe
Woh mere dost hai teri
Wafa mein jeete hain
Tere khayaal ki aab o
Hawa mein jeete hain
Khumaar e gham hai mahekti
Fiza mein jeete hain

Lyrics-in-hindi.com  दो अनजाने अजनबी Do Anjaane Ajnabi song Lyrics in Hindi

Firaaqb e yaar mein saanson
Ko rok ke rakhte hain
Firaaqb e yaar mein saanson
Ko rok ke rakhte hain
Harek lamha guzarti
Qaza mein jeete hain
Tere khayaal ki aab o
Hawa mein jeete hain
Khumaar e gham hai mahekti
Fiza mein jeete hain

Na baat poori huwi
Thi ke raat toot gayi
Na baat poori huwi
Thi ke raat toot gayi
Adhure khwaab ki aadhi
Saza mein jeete hain
Tere khayaal ki aab o
Hawa mein jeete hain
Khumaar e gham hai mahekti
Fiza mein jeete hain

Tumhaari baaton mein
Koyi masiha basta hai
Tumhaari baaton mein
Koyi masiha basta hai
Haseen labon se barasti
Shabha mein jeete hain
Tere khayaal ki aab o
Hawa mein jeete hain
Khumaar e gham hai mahekti
Fiza mein jeete hain
Tere khayaal ki aab o
Hawa mein jeete hain.

All Songs From the Movie Leela 2002

Leave a Comment