Chandidas
Torey Praakash Se Naash Ho Lyrics in Hindi. तोरे प्राकश से नाश हो song from Chandidas. This Movie Stars K.L. Saigal, Umasashi, Pahadi Sanyal. Singer of Torey Praakash Se Naash Ho is Pahadi Sanyal. Lyrics are written by Agha Hashra Kashmiri Music is given by Rai Chand Boral
Contents
Song Details :
Song : Torey Praakash Se Naash Ho
Movie (Album) : Chandidas
Star Cast Team : K.L. Saigal, Umasashi, Pahadi Sanyal
Singer(s) : Pahadi Sanyal
Song Music Director : Rai Chand Boral
Lyrics Written by : Agha Hashra Kashmiri
Label : Saregama
Torey Praakash Se Naash Ho Lyrics in Hindi Chandidas
Torey Praakash Se Naash Ho Lyrics in Hindi :
तोरे प्रकाश से
नाश हो सकल अहंकार
तोरे प्रकाश से
नाश हो सकल अहंकार
अपने सेवा योग बनाओ
अपने सेवा योग बनाओ तेरी नहीं
तोरे प्रकाश से
नाश हो सकल अहंकार
मिलान की सांझ हो दुःख दूर
सारी बाधाएं हो जाएँ दूर
मिलान की सांझ हो दुःख दूर
सारी बाधाएं हो जाएँ दूर
हृदय के तारों में गूँज उठे
हृदय के तारों में गूँज उठे
गंभीर मधुर झंकार
तोरे प्रकाश से
नाश हो सकल अहंकार.
Torey Praakash Se Naash Ho Lyrics in English :
Torey prakaash se
Naash ho sakal ahankaar
Torey prakaash se
Naash ho sakal ahankaar
Apne sewa yog banaao
Apne sewa yog banaao teri nahin
Torey prakaash se
Naash ho sakal ahankaar
Milan ki saanjh ho dukh door
Saari baadhaayen ho jaayen door
Milan ki saanjh ho dukh door
Saari baadhaayen ho jaayen door
Hriday ke taaron mein goonj uthhe
Hriday ke taaron mein goonj uthhe
Gambheer madhur jhankaar
Torey prakaash se
Naash ho sakal ahankaar.